
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Lyrics — “Mujhe Tumse Mohabbat Hai” is a profoundly romantic and heartfelt song that perfectly captures the essence of the movie ‘Qayamat’. Kumar Sanu’s soulful and melodious voice brings immense emotion to this timeless track. Sameer’s beautiful lyrics, paired with Nadeem-Shravan’s magical music, make it a quintessential romantic anthem. Read the full Mujhe Tumse Mohabbat Hai Lyrics below.
Song Details — Mujhe Tumse Mohabbat Hai
| 🎤 Singer | Kumar Sanu, Mahalaxmi |
| 🎵 Music | Nadeem-Shravan |
| ✍️ Lyrics | Sameer |
| 🎬 Movie | Qayamat |
| 🏷️ Label | Ishtar Music |
Mujhe Tumse Mohabbat Hai — Official Video
Mujhe Tumse Mohabbat Hai Lyrics
( Kumar Sanu x Mahalaxmi )
Hey Hey, Aa Aa Aa Ha
Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakta, Haan
Mere Dil Ki Yeh Hasrat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakta, Haan
Main Sab Kuch Jaanti Hoon Phir Bhi Lekin
Tumhaare Gham Se Main Juda Nahin Hoon
Mujhe Bhi Teri Chaahat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakti, Oh
Mere Dil Ki Yeh Hasrat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakti, Oh
Meri Kya Bebasi Hai Kya Bataaoon
Bataana Kuch Bhi To Mumkin Nahin Hai
Mujhe Tumse Bhi Ulfat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakta, Haan
Mere Dil Ki Yeh Hasrat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakta, Haan
Tadapti Main Bhi Hoon Tere Liye Par
Main Haal-e-dil Sunaaoon Bhi To Kaise
Zamaane Se Shikaayat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakti, Oh
Mere Dil Ki Yeh Hasrat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakti, Oh
Mujhe Tumse Mohabbat Hai
Magar Main Keh Nahin Sakta, Haan
Aa Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa Aa
Eh Eh Hey Hey, Aa Aa Aa Aa Aa
Mujhe Tumse Mohabbat Hai — FAQ
Q.Who sang Mujhe Tumse Mohabbat Hai?
Mujhe Tumse Mohabbat Hai is sung by Kumar Sanu, Mahalaxmi.
Q.Who wrote the lyrics of Mujhe Tumse Mohabbat Hai?
The lyrics of Mujhe Tumse Mohabbat Hai are written by Sameer.
Q.Who composed the music of Mujhe Tumse Mohabbat Hai?
The music of Mujhe Tumse Mohabbat Hai is composed by Nadeem-Shravan.
Q.Which movie is Mujhe Tumse Mohabbat Hai from?
Mujhe Tumse Mohabbat Hai is from the Hindi film Qayamat.
Q.Which music label released Mujhe Tumse Mohabbat Hai?
Mujhe Tumse Mohabbat Hai is released under Ishtar Music.
Q.What language is Mujhe Tumse Mohabbat Hai?
Mujhe Tumse Mohabbat Hai is a Hindi song.
Q.Where can I read Mujhe Tumse Mohabbat Hai Lyrics?
You can read the full Mujhe Tumse Mohabbat Hai Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










