
JAAN-E-JAAN Lyrics — “Jaan-E-Jaan” by Aditya Rikhari is a soulful love song where he has beautifully crafted the lyrics, music, and vocals himself, making it a truly personal and heartfelt creation. The song captures the essence of deep, unconditional love where the beloved is cherished more than life itself. Read the full JAAN-E-JAAN Lyrics below.
Song Details — JAAN-E-JAAN
| 🎤 Singer | Aditya Rikhari, Farhan Khan |
| 🎵 Music | Aditya Rikhari, Farhan Khan |
| ✍️ Lyrics | Aditya Rikhari, Farhan Khan |
| 🏷️ Label | T-Series |
JAAN-E-JAAN — Official Video
JAAN-E-JAAN Lyrics
( Aditya Rikhari x Farhan Khan )
Kaisi Ulfat Hai Jaana,
Dil Bhi Lagana Museebat Hai Jaana,
Par Tu Badi Dilkash Hai Jaana,
Tu Badi Dilkash Hai Jaana.
Le Tere Ishq Mein Deewane Ki,
Ho Gayi Kya Haalat Hai Jaana,
Par Tu Badi Dilkash Hai Jaana.
Le Haazir Phir Teri Khidmat Mein Jaana,
Na Tu, Haan Tu, Mere Ishq Ko Aabaad Kar.
Yun, Kuch Yun Bhar Baahon Mein Ke Aazaad Kar,
Tu Rakh Le Saansein Meri Girvi Magar,
Ye Qarz De Ke Mujhse Kabhi Jaane Ki Na Phir Baat Kar.
Le Jaane Ja Tera Hua,
Jee Chahe Waise Kharch De.
Kar De Dawa Har Dard Ki,
Jee Bhar Ke Phir Se Mujhe Dard De.
Kar Zaalima Ek Aur Dafa Barbaad,
Par Is Shart Pe,
Tere Hijr Gham Se Na Marein,
To Maar Dena Mujhe Hans Ke.
Baithe-baithe Chaukhaton Pe Teri,
Meri Jaana, Kitne Hi Din Yun Hi Kat Gaye Hain.
Bhoori-bhoori Aankhein Jise Dekho Maar Daale,
Mujhe Bhi Dekho Nazar Bhar Ke Hai.
Jaan Ja Rahi Ho Par Tu Saamne,
Jo Mere Dil Dekhe Tujhe Ruk-ruk Ke Hai.
Ye Mehndi Mere Naam Ki Hatheliyon Pe Teri Ho,
Khudaya Aisa Kuch Kar De Hai.
Sab Haar Baitha Teri Chaand Baaliyon Ke Sadqe,
Teri Misaal Nisbat Ki Qawwaliyon Mein Darj Hai.
Main Mamooli Sa Shayar Teri Tareefein Karoon,
Tu Meri Shayari Pe Bajne Waali Taaliyon Se Badh Ke.
Mujhe Zaroorat Teri Jaise Raat Ko Suhaati,
Jaise Baat Ko Zabaan Ki,
Kandhe Saath Ko Khuda Ki.
Tu Khwaab Mera Chaahoon,
Apne Khwaab Ko Main Paaloon,
Tu Zaroorat Meri Jaise Uthe Haath Ko Dua Ki.
Mere Sajdon Mein Shaamil Aur Namaazon Mein Bhi,
Mere Gunaah Mein Shaamil Tu Meri Sharaab Mein Bhi.
Aur Jab Sharaab Ban Ke Utre Mere Jism Mein Tu,
Har Zarra-zarra Tera Mera Kuch Bacha Hi Nahi.
Le Jaane Ja Tera Hua,
Jee Chahe Waise Kharch De.
Kar De Dawa Har Dard Ki,
Jee Bhar Ke Phir Se Mujhe Dard De.
Kar Zaalima Ek Aur Dafa Barbaad,
Par Is Shart Pe,
Tere Hijr Gham Se Na Marein,
To Maar Dena Mujhe Hans Ke.
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
JAAN-E-JAAN — FAQ
Q.Who sang JAAN-E-JAAN?
JAAN-E-JAAN is sung by Aditya Rikhari, Farhan Khan.
Q.Who wrote the lyrics of JAAN-E-JAAN?
The lyrics of JAAN-E-JAAN are written by Aditya Rikhari, Farhan Khan.
Q.Who composed the music of JAAN-E-JAAN?
The music of JAAN-E-JAAN is composed by Aditya Rikhari, Farhan Khan.
Q.Which music label released JAAN-E-JAAN?
JAAN-E-JAAN is released under T-Series.
Q.What language is JAAN-E-JAAN?
JAAN-E-JAAN is a Hindi song.
Q.Where can I read JAAN-E-JAAN Lyrics?
You can read the full JAAN-E-JAAN Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏














