
Shri Ram Aayenge Lyrics — “Shri Ram Aayenge” is a deeply devotional song sung by the melodious Shreya Ghoshal, with heartfelt lyrics penned by Vayu and soulful music composed by G.V. Prakash Kumar. The song beautifully captures the unwavering faith of devotees in the arrival of Lord Ram, making it a truly moving spiritual experience. Read the full Shri Ram Aayenge Lyrics below.
Song Details — Shri Ram Aayenge
| 🎤 Singer | Shreya Ghoshal |
| 🎵 Music | G.V. Prakash Kumar |
| ✍️ Lyrics | Vayu |
| 🎬 Movie | Nayyi Navelli |
| 🏷️ Label | 𝐙𝐞𝐞 𝐌𝐮𝐬𝐢𝐜 |
| 🎭 Cast | Yami Gautam, Addinath Kothare |
Shri Ram Aayenge — Official Video
Shri Ram Aayenge Lyrics
( Shreya Ghoshal )
Shri Ram 14 Saal Ke Vanvaas Par Gaye The,
Tab Bhi Ayodhya Ne Unke Wapas Aane Ki Aas Nahi Chhodi.
Aap Diwali Ki Taiyaari Kijiye Raja.
Shri Ram Aayenge.
Hmm, Tum Hi Ho Saathi,
Tum Hi Bharosa Mera.
Tum Jo Na Hote,
Koi Na Hota Mera.
Chhode Tumhara Na Hum Naam Lena,
Raasta Kathin Hai, Humein Thaam Lena.
Tum Hi To Hamri Aas,
Sab Jatan Tumre Paas.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Tumhare Kaise Hi To Sadhe Saare Kaaja,
Sadhe More Kaaja.
Kya Hai Mera Kul?
Ram Ka Kul Peeda Ka,
Tyaag Ka, Prem Ka Kul Hai.
Phir Chahe Woh Pooja Karne Kahin Bhi Jaaye,
Uska Naam Kuch Bhi Ho,
Woh Mera Apna Hai,
Mere Kul Ka Vyakti Hai.
Ja Mohini,
Dharti Pe Paap Ka Grahan Lag Chuka Hai,
Hata De.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Ram Bharatvarsh Ka Beta Hai, Mohini.
Is Desh Mein Jab-jab Mujhe Ek Baalak Bhi Hriday Se Yaad Karega,
Main Yug Laangh Ke Aa Jaaunga.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
Vinti Suno Ji Hamri,
Awadhiya Ke Raja.
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Shri Ram Aayenge — FAQ
Q.Who sang Shri Ram Aayenge?
Shri Ram Aayenge is sung by Shreya Ghoshal.
Q.Who wrote the lyrics of Shri Ram Aayenge?
The lyrics of Shri Ram Aayenge are written by Vayu.
Q.Who composed the music of Shri Ram Aayenge?
The music of Shri Ram Aayenge is composed by G.V. Prakash Kumar.
Q.Which movie is Shri Ram Aayenge from?
Shri Ram Aayenge is from the Hindi film Nayyi Navelli.
Q.Which music label released Shri Ram Aayenge?
Shri Ram Aayenge is released under 𝐙𝐞𝐞 𝐌𝐮𝐬𝐢𝐜.
Q.What language is Shri Ram Aayenge?
Shri Ram Aayenge is a Hindi song.
Q.Where can I read Shri Ram Aayenge Lyrics?
You can read the full Shri Ram Aayenge Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏













