
HER & HIM Lyrics — Priyanshi Srivastava’s “HER & HIM” is a heartfelt musical journey that beautifully captures the emotions of two souls caught between love and longing. With soulful music by Hommie Dilliwala and heartfelt lyrics penned by Priyanshi herself, this song is a treat for every hopeless romantic out there. Read the full HER & HIM Lyrics below.
Song Details — HER & HIM
| 🎤 Singer | Priyanshi Srivastava, Hommie Dilliwala |
| 🎵 Music | Hommie Dilliwala |
| ✍️ Lyrics | Priyanshi Srivastava, Hommie Dilliwala |
| 🏷️ Label | Priyanshi Srivastava,Hommie Dilliwala |
HER & HIM — Official Video
HER & HIM Lyrics
( Priyanshi Srivastava x Hommie Dilliwala )
Meri Hoshruba Hai
Kuch Iss Qadar
Mujhe Dekh Ke Hasti
Kahe Roll Toh Kar
I Thank God For Her
I Thank God For Her
Chede Jaan Ke Jaan Ke
Hai Zaalim
Mujhe Dekh Ke Kehta
Kar Pour Tu Gin
I Thank God For Him
I Thank God For Him
Jo Wo Le Bula
Aye Chand Utar
Wo Hai Bekhabar
Mai Chahu Kis Kadar
I Thank God For Her
I Thank God For Her
Chede Jaan Ke Jaan Ke
Hai Zaalim
Mujhe Dekh Ke Kehta
Kar Pour Tu Gin
I Thank God For Him
I Thank God For Him
Khwaabi Khwaabi Si Hai Teri
Baahein Dariya
Tere Bin Saansein Saza
Mai Chahu Doobna
Khwabi Khwabi
Si Hai Ye Fizaayein Fidaa
Ghula Akhon Me Nasha
Tu Hee Jannat Ka Pata
Teri Tasveeron Ka Sahara
Sambhale Dil Humara
Ab Har Masla Tumhara Hai Mera
Kashti Chalani Ya Dubani
Sailaabon Ki Kahaani
Lakeerein Lo Mita Do Ya Bana
Meri Hoshruba Hai
Kuch Iss Qadar
Mujhe Dekh Ke Hasti
Kahe Roll Toh Kar
I Thank God For Her
I Thank God For Her
Chede Jaan Ke Jaan Ke
Hai Zaalim
Mujhe Dekh Ke Kehta
Kar Pour Tu Gin
I Thank God For Him
I Thank God For Him
Neendein Hum Khwaab Tum
Kaagaz Hum Kitaab Tum
Kaatein Hum Gulaab Tum
Sanson Ka Hisaab Tum
Movie Mujhpe Shoot Ho
Hogi Best Scene Tum
Nusrat Sahab Sahi Keh Gaye
Kitni Afreen Tum
Own Kare Mera Dil Aur Passenger Seat
Uski Aakhein Whiskey I’m Gonna Sip It Neat
Chahe Kate Nass Meri Par
Chorunga Na Haat Kabhi
Chorunga Na Saath Kabhi
Kyunki Paida Hua Dheet
Uski Haat Ki Safayi Usne Mera Dil Churaya
Mere Haat Ki Safayi Maine Dil Churane Diya
Usko Lage Ki Wo Taez Or Mai Seedha Hu
Par Meri Taezi Ki Mai Usko Aisa Lagne Du
Duniya Ghoome Or Duniya Ghoomaye Ungliyon Pe
Hum Wo Couple Jo Rishtedaro Ki Surkhiyo Me
Wo Pehne Crop Tops And I Like It You Know Me
Par Mujhe Jaan Lewa Lagti Hai Wo Kurtiyon Me
Heyo Valet Please
Can You Park Her Mercedes
Ab Ye Mercedes Hai Uski
You Can Call It Hercedees
Munde Patte Town De Ae Rang Hersheys
Or Jo Wo Baat Bhi Kare Toh Lage Melody
Hello Ji
Kya Khayal Hai Fir
Bolo Toh Mil Ke Ye Duniya Kha Le Phir
Mujhe Le Chal Kahi Tere Hai Hawale Dil
Dekhe Tujhe Chaand Bhi Agar Uska Ban Jaata Din
Meri Hoshruba Hai
Kuch Iss Qadar
Mujhe Dekh Ke Hasti
Kahe Roll Toh Kar
I Thank God For Her
I Thank God For Her
Chede Jaan Ke Jaan Ke
Hai Zaalim
Mujhe Dekh Ke Kehta
Kar Pour Tu Gin
I Thank God For Him
I Thank God For Him
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
HER & HIM — FAQ
Q.Who sang HER & HIM?
HER & HIM is sung by Priyanshi Srivastava, Hommie Dilliwala.
Q.Who wrote the lyrics of HER & HIM?
The lyrics of HER & HIM are written by Priyanshi Srivastava,Hommie Dilliwala.
Q.Who composed the music of HER & HIM?
The music of HER & HIM is composed by Hommie Dilliwala.
Q.Which music label released HER & HIM?
HER & HIM is released under Priyanshi Srivastava,Hommie Dilliwala.
Q.What language is HER & HIM?
HER & HIM is a Hindi song.
Q.Where can I read HER & HIM Lyrics?
You can read the full HER & HIM Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏














