Tere Chehre Pe Lyrics – Kumar Sanu x Sonali Vajpai

Tere Chehre Pe Lyrics by Kumar Sanu x Sonali Vajpai from baazigar

Tere Chehre Pe Lyrics — “Tere Chehre Pe” is a soulful romantic track beautifully rendered by Kumar Sanu, with music composed by Anu Malik and heartfelt lyrics penned by Rani Malik. Featured in the blockbuster movie Baazigar, this song captures the feeling of being completely mesmerized by a beloved’s face. Read the full Tere Chehre Pe Lyrics below.

Song Details — Tere Chehre Pe

🎤 SingerKumar Sanu, Sonali Vajpai
🎵 MusicAnu Malik
✍️ LyricsRani Malik
🎬 Moviebaazigar
🏷️ LabelIshtar Music

Tere Chehre Pe — Official Video

Tere Chehre Pe Lyrics

( Kumar Sanu x Sonali Vajpai )

Tere Chehre Pe Mujhe Pyar Nazar Aata Hai
Tere Hothon Pe Bhi Izhar Nazar Aata Hai
Pyar Chhupta Nahi Jitna Bhi Chhupa Le Chaahe
Teri Aankhon Mein Bhi Ikrar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Mein Bhi Ikrar Nazar Aata Hai
Tere Chehre Pe Mujhe Pyar Nazar Aata Hai
Teri Baaton Mein Bhi Ikrar Nazar Aata Hain
Maine Khwaabon Mein Kabhi Jiski Tamanna Ki Thi

Teri Surat Mein Woh Dildar Nazar Aata Hai
Tere Chehre Pe Mujhe Pyar Nazar Aata Hai
Toone Iss Dil Mein Machayi Hai Yeh Kaisi Halchal
Main Tere Pyar Mein Kuchh Aisa Hua Hoon Pagal
Toone Iss Dil Mein Machayi Hai Yeh Kaisi Halchal
Main Tere Pyar Mein Kuchh Aisi Huyi Hoon Pagal
Main Tere Pyar Mein Kuchh Aisi Huyi Hoon Pagal

Mujhe Khud Mein Tera Deedar Nazar Aata Hai

Mujhe Khud Mein Tera Deedar Nazar Aata Hai
Tere Chehre Pe Mujhe Pyar Nazar Aata Hai
Tere Hothon Pe Bhi Izhar Nazar Aata Hai

Meri Aankhon Se Yun Neendon Ko Udane Wale
Meri Dhadkan Mein Yun Chup Chaap Samane Wale

Meri Aankhon Se Yun Neendon Ko Udane Wale
Meri Dhadkan Mein Yun Chup Chaap Samane Wale

Meri Dhadkan Mein Yun Chup Chaap Samane Wale
Meri Chahat Ka Tu Haqdaar Nazar Aata Hai
Meri Chahat Ka Tu Haqdaar Nazar Aata Hai
Tere Chehre Pe Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tere Chehre Pe Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai

Ho Gaya Dil Pe Mere Pyar Ka Kuchh Aisa Asar
Na Pata Apna Mujhe, Na Hai Zamane Ki Khabar

Ho Gaya Dil Pe Mere Pyar Ka Kuchh Aisa Asar
Na Pata Apna Mujhe, Na Hai Zamane Ki Khabar

Na Pata Apna Mujhe, Na Hai Zamane Ki Khabar
Main Jahan Dekhun Tu Har Baar Nazar Aata Hai
Main Jahan Dekhun Tu Har Baar Nazar Aata Hai

Tere Chehre Pe Mujhe Pyar Nazar Aata Hai
Tere Hothon Pe Bhi Izhar Nazar Aata Hai
Maine Khwaabon Mein Kabhi Jiski Tamanna Ki Thi

Teri Surat Mein Woh Dildar Nazar Aata Hai
Teri Surat Mein Woh Dildar Nazar Aata Hai

Tere Chehre Pe Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tere Hothon Pe Bhi Izhar Nazar Aata Hai

🎵 Never Miss New Lyrics!

Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.

Tere Chehre Pe — FAQ

Q.Who sang Tere Chehre Pe?

Tere Chehre Pe is sung by Kumar Sanu,Sonali Vajpai.

Q.Who wrote the lyrics of Tere Chehre Pe?

The lyrics of Tere Chehre Pe are written by Rani Malik.

Q.Who composed the music of Tere Chehre Pe?

The music of Tere Chehre Pe is composed by Anu Malik.

Q.Which movie is Tere Chehre Pe from?

Tere Chehre Pe is from the Hindi film baazigar.

Q.Which music label released Tere Chehre Pe?

Tere Chehre Pe is released under Ishtar Music.

Q.What language is Tere Chehre Pe?

Tere Chehre Pe is a Hindi song.

Q.Where can I read Tere Chehre Pe Lyrics?

You can read the full Tere Chehre Pe Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo