
Zaroori Tha Lyrics — “Zaroori Tha” is a heartfelt and sorrowful song that is a vital part of the Back 2 Love (2014) album. Rahat Fateh Ali Khan’s soul-stirring voice brings an emotional depth to this track that resonates deeply with listeners. The beautiful lyrics and magical music composition make this song truly special. Read the full Zaroori Tha Lyrics below.
Song Details — Zaroori Tha
| 🎤 Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
| 🎵 Music | Sahir Ali Bagga |
| ✍️ Lyrics | Khalil-ur-Rehman Qamar |
| 💿 Album | Back 2 Love |
| 🏷️ Label | Universal Music India |
| 🎭 Cast | Gauahar Khan, Kushal Tandon |
| 📅 Release | 2014 |
Zaroori Tha — Official Video
Zaroori Tha Lyrics
( Rahat Fateh Ali Khan )
Lafz Kitne Hi
Tere Pairon Se
Lipte Honge
Tune Jab Aakhiri Khat
Meraa Jalayaaa Hoga
Tune Jab Phool, Kitabon Se
Nikaale Honge
Dene Waala Bhi Tujhe
Yaad To Aaaya Hoga
Aaaaaa——aaaaa
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi,
Bichadna Bhi Zaroori Tha
Zuroori Tha Ki, Hum Dono
Tawaaf-e-aarzoo Karte
Magar Phir Aarzu’on Ka,
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Bataao Yaad Hai Tumko, Wo
Jab Dil Ko Churaya Tha?
Churaai Cheez Ko Tumne,
Khuda Ka Ghar Banaya Tha
Wo Jab Kehte The, Mera Naam
Tum Tasbih Mein Padhte Ho
Mohabbat Ki Namaazo Ko,
Qara Karne Se Darte Ho
Magar Ab Yaad Aata Hai, Wo
Baatein Thi, Mehaz Baatein
Kahin Baaton Hi Baaton Mein,
Mukarna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
-Track By Mushy–
Wahi Hai Sooratein Apni,
Wahi Main Hoon, Wahi Tum Ho
Magar Khoya Hua Hoon Main,
Magar Tum Bhi Kahin Gum Ho
Mohabbat Mein Dagha Ki Thi,
So Kaafir The So Kaafir Hain
Mili Hain Manzilein Phir Bhi,
Musaafir The, Musaafir Hain
Tere Dil Ke Nikaale Hum,
Kahaan Bhatke, Kahaan Pahunche
—
Magar Bhatke To Yaad Aaya,
Bhatakna Bhi Zaroori Tha
Mohabbat Bhi Zaroori Thi,
Bichhadna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha Ki, Hum Dono
Tawaaf-e-aarzoo Karte
Magar Phir Aarzu’on Ka
Bikharna Bhi Zaroori Tha
Teri Aankhon Ke Dariya Ka
Utarna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha — FAQ
Q.Who sang Zaroori Tha?
Zaroori Tha is sung by Rahat Fateh Ali Khan.
Q.Who wrote the lyrics of Zaroori Tha?
The lyrics of Zaroori Tha are written by Khalil-ur-Rehman Qamar.
Q.Who composed the music of Zaroori Tha?
The music of Zaroori Tha is composed by Sahir Ali Bagga.
Q.Which album is Zaroori Tha from?
Zaroori Tha is from the album Back 2 Love.
Q.Which music label released Zaroori Tha?
Zaroori Tha is released under Universal Music India.
Q.When was Zaroori Tha released?
Zaroori Tha was released in 2014.
Q.What language is Zaroori Tha?
Zaroori Tha is a Hindi song.
Q.Where can I read Zaroori Tha Lyrics?
You can read the full Zaroori Tha Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏





