
Wahi Chahiye Lyrics — “Wahi Chahiye” is a soul-stirring and soothing melody that resonates deeply with the listener’s heart. Krish Mondal’s velvety vocals bring a sense of profound calmness to the track, perfectly complemented by the poignant lyrics penned by Priyanka R Bala. With Abhishek Raina’s evocative music composition, the song creates an intimate atmosphere that feels both personal and universal. Read the full Wahi Chahiye Lyrics below.
Song Details — Wahi Chahiye
| 🎤 Singer | Krish Mondal, Kishore Mondal |
| 🎵 Music | Abhishek Raina, Priyanka R Bala |
| ✍️ Lyrics | Priyanka R Bala |
| 🏷️ Label | RDC Media |
| 🎥 Director | Swapnil Raj |
Wahi Chahiye — Official Video
Wahi Chahiye Lyrics
( Krish Mondal x Kishore Mondal )
Mere Sheher Ki Hi Ek Gali Mein,
Ghar Tha Jiski Baatein Karoon
Mere Sheher Ki Hi Ek Gali Mein,
Ghar Tha Jiski Baatein Karoon
Nadaniyon Mein,
Maine Hi Toda,
Dil Tha Jiski Baatein Karoon
Chhoda Tha Maine, Jis Mod Par,
Chhoda Tha Maine, Jis Mod Par,
Usi Mod Par Woh Khadi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Uske Jaisa Bhi Koi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye
Mehendi Se Mera Woh Naam Likhwati Thi
Mere Liye Sajti Thi, Kajal Lagati Thi
Mausamon Ke Rang Kuch Badal Se Jaate The
Chehre Pe Aayi Jab Zulfen Hatati Thi
Paisa Kya, Gaadi Kya, Shohraten
Paisa Kya, Gaadi Kya, Shohraten
Inmein Se Kuch Bhi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Uske Jaisa Bhi Koi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye
Sambhaala Na Gaya Mujhse Tune Jo Diya
Yeh Soch Ke Hi Jaana Mera Dil Ro Diya
Mud Ke Jo Dekhta Hoon Pata Chalta Hai…
Apni Hi Galtiyon Se Tujhe Kho Diya
Badle Mein Uske Kya Jannaten
Badle Mein Uske Kya Jannaten
Khuda Bhi Mile Toh Nahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Wahi Chahiye, Wahi Chahiye
Uske Jaisa Bhi Koi Nahi Chahiye
Wahi Chahiye Mujhe Wahi Chahiye
Wahi Chahiye — FAQ
Q.Who sang Wahi Chahiye?
Wahi Chahiye is sung by Krish Mondal,Kishore Mondal.
Q.Who wrote the lyrics of Wahi Chahiye?
The lyrics of Wahi Chahiye are written by Priyanka R Bala.
Q.Who composed the music of Wahi Chahiye?
The music of Wahi Chahiye is composed by Abhishek Raina, Priyanka R Bala.
Q.Which music label released Wahi Chahiye?
Wahi Chahiye is released under RDC Media.
Q.What language is Wahi Chahiye?
Wahi Chahiye is a Hindi song.
Q.Where can I read Wahi Chahiye Lyrics?
You can read the full Wahi Chahiye Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
