Teri Wali Hansi Lyrics – Emang | Banjaare

Teri Wali Hansi Lyrics by Emang

Teri Wali Hansi Lyrics — “Teri Wali Hansi” is a heartfelt and soulful track by Emang, who has beautifully crafted this song as a singer, lyricist, and composer all at once. Featured in the album “Banjaare,” this song captures the essence of longing for a beloved’s smile in the most tender and emotional way. Read the full Teri Wali Hansi Lyrics below.

Song Details — Teri Wali Hansi

🎤 SingerEmang
🎵 MusicEmang
✍️ LyricsEmang
💿 AlbumBanjaare
🏷️ LabelEmang

Teri Wali Hansi — Official Video

Teri Wali Hansi Lyrics

( Emang )


[Verse 1]
Tu Jab Bina Wajah Hasti Hai,
Main Wajah Dhoondhta Rehta Hoon,
Tu Apni Baatein Karti Hai,
Main Bas Tujhe Sunta Rehta Hoon.

Teri Aadhi Si Kahaani,
Mujhe Poori Yaad Rehti Hai,
Tu Bhool Bhi Jaaye Jo Baatein,
Mere Dil Mein Reh Jaati Hain.

[Pre-Chorus]
Tu Kehti Hai, Kuch Khaas Nahi,
Par Mere Liye Sab Khaas Hai,
Tere Saath Guzra Har Lamha,
Meri Chhoti Si Duniya Hai.

[Chorus]
Mujhe Teri Wali Hansi,
Har Roz Sunni Hai,
Tere Saath Chai Pe,
Thodi Baat Karni Hai.

Na Chaand Chahiye Mujhko,
Na Taaron Ka Jahaan,
Tu Saamne Baithi Rahe,
Bas Itna Sa Armaan.

[Verse 2]
Tu Meri Baaton Par Hanse,
Main Baat Badhaata Jaaun,
Tu Jaane Ki Zid Kare,
Main Phir Tujhe Manaun.

Kabhi Tu Mujhse Jeete,
Kabhi Main Tujhse Haarun,
In Chhoti-chhoti Baaton Mein,
Main Apna Kal Guzaarun.

[Bridge]
Zindagi Bhaagti Rahe,
Hum Thoda Dheere Chalenge,
Duniya Jo Bhi Kehti Rahe,
Hum Dil Ki Sunte Rahenge.

[Final Chorus]
Mujhe Teri Wali Hansi,
Har Roz Sunni Hai,
Tere Saath Chai Pe,
Thodi Baat Karni Hai.

Na Chaand Chahiye Mujhko,
Na Taaron Ka Jahaan,
Tu Saamne Baithi Rahe,
Bas Itna Sa Armaan.

[Outro]
Tu Hans De Ek Baar,
Din Mera Ban Jaaye,
Teri Ek Chhoti Si Khushi,
Mere Chehre Pe Aa Jaaye.

🎵 Never Miss New Lyrics!

Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.

Teri Wali Hansi — FAQ

Q.Who sang Teri Wali Hansi?

Teri Wali Hansi is sung by Emang.

Q.Who wrote the lyrics of Teri Wali Hansi?

The lyrics of Teri Wali Hansi are written by Emang.

Q.Who composed the music of Teri Wali Hansi?

The music of Teri Wali Hansi is composed by Emang.

Q.Which album is Teri Wali Hansi from?

Teri Wali Hansi is from the album Banjaare.

Q.Which music label released Teri Wali Hansi?

Teri Wali Hansi is released under Emang.

Q.What language is Teri Wali Hansi?

Teri Wali Hansi is a Hindi song.

Q.Where can I read Teri Wali Hansi Lyrics?

You can read the full Teri Wali Hansi Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo