
Sirf Tum Lyrics — “Sirf Tum” is a soulful romantic track by Darshan Raval that beautifully captures the feeling of being completely devoted to one person. With heartfelt lyrics by Youngveer and melodious music by Mir Desai, this song is sure to touch the hearts of every music lover. Read the full Sirf Tum Lyrics below.
Song Details — Sirf Tum
| 🎤 Singer | Darshan Raval |
| 🎵 Music | Mir Desai |
| ✍️ Lyrics | Youngveer |
| 🏷️ Label | DarshanRavalDZ |
Sirf Tum — Official Video
Sirf Tum Lyrics
( Darshan Raval )
Ab Main Kaisay Baat Ye Manloon
Phir Se Hoga Na Mere Saath Tu
Yeh Jo Behte Hi Rahe Raat Din
Aansuon Ko Kaise Mai Rok Lu
Kaise Ho Kahaan Ho Tum
Chahe Ab Na Puhchein Hum
Fikar Rahegi Ab Yeh Teri Sada
Oh Yaara Ik Dil Mera Ik Dil Tera
Tutt Gaye Ve Dono Bacheya Ki Mera
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
Ik Dil Mera Ik Dil Tera
Tutt Gaye Ve Dono Bacheya Ki Mera
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
Pehle They Jaise Hum
Waise Hi Ho Jate Hain Na
Waade Jo They Apne
Phir Se Woh Nibhaatey Hain Na
Khaali Si Deewaron Se
Roz Poochne Laga Hoon
Milti Mohabbat Mein
Kyun Yeh Saza
Oh Yaara Ik Tera Aana Ik Tera Jaana
Aisa Lagey Ke Guzra Zamana
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
Ik Dil Mera Ik Dil Tera
Tutt Gaye Ve Dono Bacheya Ki Mera
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
Tu Kahin Nazar Aaye
To Mujhey Sukoon Aaye
Tab Takk Judaai Ka Ittar Hi Sahi
Teri Jo Khabar Aaye
Toh Mujhey Aaram Aaye
Tu Jo Nahin Tera Zikr Hi Sahi
Zikr Hi Sahi
Oh Yaaada Ik Khat Mera Ik Khat Tera
Raaton Mein Roye Na Hoya Savera
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
Ik Dil Mera Ik Dil Tera
Tutt Gaye Ve Dono Bacheya Ki Mera
Poore Jahaan Ko Mai Kaise Bataun
Mere Paas They Sirf Tum
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Sirf Tum — FAQ
Q.Who sang Sirf Tum?
Sirf Tum is sung by Darshan Raval.
Q.Who wrote the lyrics of Sirf Tum?
The lyrics of Sirf Tum are written by Youngveer.
Q.Who composed the music of Sirf Tum?
The music of Sirf Tum is composed by Mir Desai.
Q.Which music label released Sirf Tum?
Sirf Tum is released under DarshanRavalDZ.
Q.What language is Sirf Tum?
Sirf Tum is a Hindi song.
Q.Where can I read Sirf Tum Lyrics?
You can read the full Sirf Tum Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏














