
Shabnam Lyrics — “Shabnam” by Maanu is a soulful track where he wears the triple hat of singer, lyricist, and composer, weaving a delicate and heartfelt musical experience. Featured on Coke Studio Nu.WAV, this song captures the ephemeral beauty of emotions, much like the morning dew it is named after. Read the full Shabnam Lyrics below.
Song Details — Shabnam
| 🎤 Singer | Maanu, Zoha Waseem |
| 🎵 Music | Maanu |
| ✍️ Lyrics | Maanu, Zoha Waseem |
| 💿 Album | Coke Studio Nu.WAV |
| 🏷️ Label | Warner Music MENA |
Shabnam — Official Video
Shabnam Lyrics
( Maanu x Zoha Waseem )
Hamara Tha Jo Rishta, Wo Tu Aise Tod Gayi.
Parwana Aatishon Ka, Tu Ye Shole Chhod Gayi.
Ab Ek Hi To Tamanna Hai, Jo Mujh Mein Reh Gayi.
Ke Baandhun Dil Ka Dhaaga, Tujhse Phir Se Humnasheen.
Dil Rehta Hai Pyaasa, Ki Mil Jaaye Dilaasa.
Meri Shabnam Ab Chadhna Na, Jo Tu Karti Zikr Main Kat Jaata.
Saansen Bhool Gayi Meri, Ye Justuju Jo Hai Teri.
Hai Mujh Mein Aag Yun Bhadke, Ab Bechaini Mein Ye Dil Dhadke.
Aa Jab Tu Aaye Yun Ban Ban Ke, Dekhun Tujhe Chhupke Se Dar Dar Ke.
Tujh Pe Jitna Bhi Hum Marte, Kam Padta Hai Jo Bhi Kar Lein.
Diya Kya Kuch Tere Sadke, Phir Bhi Karti Dil Pe Hamle.
Meherbaani Kar De Tu, Bhooli Na.
Aasmaan Se Laaun Taare, Chahiye Tu, Chahiye Tu.
Raat Guzaar Tere Hum, Meri Shabnam, Meri Shabnam.
Aasmaan Se Laaun Taare, Faleeda Ye Jahaan Ho.
Raat Guzaar Tere Hum, Meri Shabnam, Meri Shabnam.
Hamara Tha Jo Rishta, Wo Tu Kaise Chhod Gaya?
Armaano Ka Tha Waada, Wo Tu Kaise Tod Gaya?
Haan, Galti Thi Tumhaari, Mujhko Mujrim Na Thahra.
Haan, Mujhse Ab Wafa Ki Tu Tawaqqo Rakhi Na.
Ab Alvida Hi Jaan, Ke Badal Rahe Ab Ye Raah.
Mehngi Padi Ye Aashiqui, Aaj Justuju Jo Thi Teri.
Iraade Bhool Nahi Tere, Ajab Se Tum Nahi Mere.
Mila Kya Pyaar Mein Padke, Ab Bedardi Mein Ye Dil Dhadke.
Kya Tujhkaavaaya Hai Ladke, Chukaati Hai Ye Karze.
Banaaya Tha Deewana Apna, Maano Teri Shartein.
Ke Raakhe Kya Karein Hum? Kahein To Kya Kahein Hum?
Meherbaani Kar De Tu, Poochhi Na.
Hamara Tha Jo Rishta, Wo Tu Aise Tod Gayi.
Parwana Aatishon Ka, Tu Ye Shole Chhod Gayi.
Ab Ek Hi To Tamanna Hai, Jo Mujh Mein Reh Gayi.
Ke Baandhun Dil Ka Dhaaga, Tujhse Phir Se Humnasheen.
Aasmaan Se Laaun Taare, Chahiye Tu, Chahiye Tu.
Raat Guzaar Tere Hum, Meri Shabnam, Meri Shabnam.
Aasmaan Se Laaun Taare, Chahiye Tu, Chahiye Tu.
Raat Guzaar Tere Hum, Meri Shabnam, Teri Jaan.
Aasmaan Se Laaun Taare,
Meri Shabnam, Meri Shabnam.
Aasmaan Se Laaun Taare,
Meri Shabnam, Teri Jaan.
Dil Vich Tu, Meri Destiny Tu,
Aisi Der Hundi Mardi Ne, Sundi Nahi Kyun?
Man Te Roz Tenu Shaadein Chalde Hain.
Teri…
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Shabnam — FAQ
Q.Who sang Shabnam?
Shabnam is sung by Maanu,Zoha Waseem.
Q.Who wrote the lyrics of Shabnam?
The lyrics of Shabnam are written by Maanu,Zoha Waseem.
Q.Who composed the music of Shabnam?
The music of Shabnam is composed by Maanu.
Q.Which album is Shabnam from?
Shabnam is from the album Coke Studio Nu.WAV.
Q.Which music label released Shabnam?
Shabnam is released under Warner Music MENA.
Q.What language is Shabnam?
Shabnam is a Hindi song.
Q.Where can I read Shabnam Lyrics?
You can read the full Shabnam Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










