Naraaz Lyrics – Talhah Yunus x JJ47 | Jadugar | Jokhay

Naraaz Lyrics by Talhah Yunus x JJ47

Naraaz Lyrics — “Naraaz” is a soul-stirring track by Talhah Yunus that serves as a standout piece in his album ‘Jadugar’. With Jokhay’s atmospheric production and Talhah’s emotive vocal delivery, the song perfectly captures the complex feelings of hurt and lingering resentment in relationships. It is a beautifully crafted composition that resonates with anyone who has ever felt misunderstood by a loved one. Read the full Naraaz Lyrics below.

Song Details — Naraaz

🎤 SingerTalhah Yunus, JJ47
🎵 MusicJokhay
✍️ LyricsTalhah Yunus, JJ47
💿 AlbumJadugar
🏷️ LabelTalhah Yunus

Naraaz — Official Video

Naraaz Lyrics

( Talhah Yunus x JJ47 )

Faislay Kuch Sahi Thay
Faaslay Ab Nahi Hain
Khushbuein Teri Kheenchein
Raastay Toh Kayi Thay
Phoolon Ke Yeh Bagheechay
Titliyaan Lagi Peechhay
Basar Karay Woh Is Dil Mein
Ba-asar Sab Tareeqay
Tu Jaanay Meray Baaray Sab, Tu Nasha Hai Ya Hai Dawa Meri?
Aa Chalein Kisi Saahil Par, Yeh Lehrein Bhi Meri Gawaah Bani
Naazuk Woh Gulaab Si, Kabhi Dhoop Toh Kabhi Chhaaon Si
Nazar-e-karam, Naaz-afreen, Jaisay Khwaahish Ho Aakhiri

Kho Sa Gaya Teri Aankhon Mein Yun
Ab Kya Hi Karun?
Teri Taareef Mein Kya Hi Likhun?
Hoon Kahan Se Shuru?
Saanson Mein Tu
Khwaabon Mein Tu
Rag-rag Se Waaqif Tu Jaisay Lahu
Barbaad Sa
Ujra Rahun

Jab Bhi Ho Naraaz Tu
Naraaz Tu
Naraaz Kyun?
Naadaan Tu
Naraaz Tu
Kya Naraaz Tu?
Meri Jaan Tu
Hai Naraaz Kyun?

Main Hoon Bara Darya-dil
Main Ne Yaadon Ke Darya Mein Daala Dil
Tum Ne Sahi Se Na Shayad Yeh Sambhaala Dil
Kahin Rang Hi Na Chhor De Yeh Kaala Dil
Hum Ne Naaz Se Tha Bara Isay Paala Dil
Tum Pakar Logi Soch Ke Uchhaala Dil
Meri Sunta Hi Nahi Yeh Saala Dil
Tum Bhi Wohi Ho, Yeh Bhi Wohi Wala Dil, Ah
Din Beet Chalay Ab Is Khumaar Ke
Hum Yaar Ban Baithay Apnay Kamray Ki Deewaar Ke
Tum Roz Ek Eenth Toh Lagaate Rahay Ho
Ek Ghar Kahan Basay, Poori Basti Ujaar Ke
Wohi Shaam, Wohi Phir Se Dilaasay Hain
Meri Shayari Ke Bas Yeh Khulaasay Hain
Mujh Se Milnay Ko Saahib Toh Aaye Hain
Aaye, Baithiye, Bula Ke Laatay
I Don’t Mind, Jaan-e-jaana, If You Drink Or Nah
Does It Matter Even, Kal Karein Link Or Nah?
Karun Think Or Nah? Karun Blink Or Nah?
Sochun De Doon Ab Tujhay Koi Ring Or Nah? Ah
I Know Teray Bas Mein Nahi Hai
Par Tujhay Bhi Toh Jaldi Hai
Aur Kahay Koi Maslay Nahi Hain
Teri Bhi Toh Ghalti Hai
Kehti Nahi Yeh Culture Pasand
Lekin Kurti Pasand, Usay Lehnga Pasand
Kehti Nahi Yeh Bindi Pasand
Lekin Choori Pasand, Bag Mehnga Pasand
Rahay Well-styled, Rahay Bari Wild
I’m Fine With It, Karein Aaghaaz
All I Do Is Win, Win
Toh Kyun—

Naraaz Tu
Kya Naraaz Tu?
Naraaz Kyun?
Naadaan Tu
Naraaz Tu
Kya Naraaz Tu?
Meri Jaan Tu
Hai Naraaz Kyun?

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Naraaz — FAQ

Q.Who sang Naraaz?

Naraaz is sung by Talhah Yunus,JJ47.

Q.Who wrote the lyrics of Naraaz?

The lyrics of Naraaz are written by Talhah Yunus,JJ47.

Q.Who composed the music of Naraaz?

The music of Naraaz is composed by Jokhay.

Q.Which album is Naraaz from?

Naraaz is from the album Jadugar.

Q.Which music label released Naraaz?

Naraaz is released under Talhah Yunus.

Q.What language is Naraaz?

Naraaz is a Hindi song.

Q.Where can I read Naraaz Lyrics?

You can read the full Naraaz Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Never Miss New Song Lyrics!

Fresh Hindi, Punjabi, Marathi and more lyrics—straight to your inbox.

No spam. Only new song lyrics. Unsubscribe anytime.
Follow Lyrixwala: Telegram · Facebook

🔥 TRENDING LYRICS

FOLLOW US

🎵 NEVER MISS NEW LYRICS!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo