
Mai Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics — “Mai Tere Ishq Mein 2.0” is a soulful romantic track sung and composed by Danish Alfaaz, with heartfelt lyrics penned by Talha Ahan, featured in the movie Loafer. The song beautifully captures the essence of being completely lost and consumed in the feeling of love. Read the full Mai Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics below.
Song Details — Mai Tere Ishq Mein 2.0
| 🎤 Singer | Danish Alfaaz, Bohemia |
| 🎵 Music | Danish Alfaaz, Aftab Khan |
| ✍️ Lyrics | Talha Ahan, Danish Alfaaz |
| 🎬 Movie | Loafer |
| 🏷️ Label | Saregama Music |
Mai Tere Ishq Mein 2.0 — Official Video
Mai Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics
( Danish Alfaaz x Bohemia )
Mai Tere Ishq Mein, Marr Na Jaun Kahin
Tu Mujhe Aazmaney Ki Koshish Na Kar
Mai Tere Ishq Mein, Marr Na Jaun Kahin
Tu Mujhe Aazmaney Ki Koshish Na Kar
Mai Tere Ishq Mein, Mai Tere Ishq Mein
Mai Samandar Hun Behta Jaunga
Husn Pe Tere Lehron Sa
Doob Jaungey Bach Na Paogey
Ishq Hai Mera Nehron Sa
(Let’s Go…. Ahaaan… Danish Alfaaz… One More Time)
Mai Samandar Hun Behta Jaunga
Husn Pe Tere Lehron Sa
Doob Jaungey Bach Na Paogey
Ishq Hai Mera Nehron Sa
Aankhein Hain Meri Dariya Dariya
Raatein Hain Meri Dariya Dariya
Inse Bachne Ka Zariya Zariya
Na Koi Hai Na Koi
Hai Zeher Tu Agar Pee Mai Jaaun Tujhe
Tu Mujhe Aazmaane Ki Koshish Na Kar
Mai Tere Ishq Mein
(Ahaaa.. Raja… Bohemia)
Shounk Se Mera Imtehan Le
Tere Kadmo Mein Rakh Di Hai..jaan Le
Mai Abhi Bhi Tere Intezaar Mein
Koi Waada Hi Karde Tu Pyaar Mein.. Mai
Beyimaan Saare Dildar Mai.. Mai
Kaand Kare Tu Lelu Ilzaam Mai.. Mai
(Mai Tere Ishq Mein)
So Don’t Test Me Tere Liye Kahin Ho Jaun Na
Kurbaan Mai.. Mai
Karun Tujhe Qubool Mai, Todun Tere Liye Rule Mai.. Mai
Todun Mai Red Rose Mai.. Kabhi Kabhi Ni Rose Mai
Tune Hi Loota Hosh Mai Tere Liye Hi Josh Mein
Tere Liye Karun Celebrate Champagne Toss Mai
Bhula De Ya Phir Gale Se Laga Le Mujhe
Ya Phir Chhod De Kar Upar Waale Ke Hawale Mujhe
Raha Mera Waada Tujhe Mujhsa Na Koi Milega
Par Phir Bhi Koi Shak To Phir Aake Aazmale Mujhe
Mai Tere Ishq Mein, Marr Na Jaun Kahin
Male:
Tu Mujhe Aazmaney Ki Koshish Na Kar
Female:
Mai Tere Ishq Mein, Marr Na Jaun Kahin
Male:
Tu Mujhe Aazmaney Ki Koshish Na Kar
Mai Tere Ishq…
Khudse Waqif Kara Zara
Wapis Mere Hosh La Zara
Jadu Kaisa Tujhme Hai Bhara… Ae Apsara
Saare Jaadu Ye Tod De
Tuti Chizo Ko Jod De
Meri Ankho Pe Gour De… Ae Apsara
Tu Sawaab Ka Dariya Dariya
Har Jawab Ka Dariya Dariya
Tuhi Mera Nazariya Zariya
Han Tuhi Hai Han Tuhi
Hai Keher Tu Agar Kaabu Karlun Tujhe
Tu Mejhe Azmane Ki Koshish Na Kar
Mai Tere Ishq Mein
Mai Tere Ishq Mein
“Shoutout To The Legends And We’re Out”
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Mai Tere Ishq Mein 2.0 — FAQ
Q.Who sang Mai Tere Ishq Mein 2.0?
Mai Tere Ishq Mein 2.0 is sung by Danish Alfaaz,Bohemia.
Q.Who wrote the lyrics of Mai Tere Ishq Mein 2.0?
The lyrics of Mai Tere Ishq Mein 2.0 are written by Talha Ahan,Danish Alfaaz.
Q.Who composed the music of Mai Tere Ishq Mein 2.0?
The music of Mai Tere Ishq Mein 2.0 is composed by Danish Alfaaz,Aftab Khan.
Q.Which movie is Mai Tere Ishq Mein 2.0 from?
Mai Tere Ishq Mein 2.0 is from the Hindi film Loafer.
Q.Which music label released Mai Tere Ishq Mein 2.0?
Mai Tere Ishq Mein 2.0 is released under Saregama Music.
Q.What language is Mai Tere Ishq Mein 2.0?
Mai Tere Ishq Mein 2.0 is a Hindi song.
Q.Where can I read Mai Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics?
You can read the full Mai Tere Ishq Mein 2.0 Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










