Kaali Raat Lyrics – Asees Kaur x Samyak Prasana | Hindi Song

Kaali Raat Lyrics by Asees Kaur x Samyak Prasana

Kaali Raat Lyrics — “Kaali Raat” sung by the soulful Asees Kaur is a hauntingly beautiful song that captures the pain of dark, lonely nights when emotions feel impossible to contain. Backed by Armaan Lahoria’s deeply evocative music, this track is sure to resonate with anyone who has ever felt the weight of darkness around them. Read the full Kaali Raat Lyrics below.

Song Details — Kaali Raat

🎤 SingerAsees Kaur, Samyak Prasana
🎵 MusicArmaan Lahoria
🏷️ LabelElev8 Music
🎥 DirectorIshaan Dev/CeeJay
🎭 CastYesha Sagar , Yajur Marwah

Kaali Raat — Official Video

Kaali Raat Lyrics

( Asees Kaur x Samyak Prasana )


Dekho To Aaj Kaisi Baat Ho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.

Kaale Hain Baadal, Barsaat Ho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.
Main Bas Tainu Chaavan, Tainu Kol Bitha Ke Tere Sadke Javaan,
Je Aa Jaaveen Tu.

O Ranjhan Mere, Ek Baar Jo Aaya,
Phir Door Kahin Bhi Na Jaaye Tu.
Neendein Bhi Meri Tere Saath Kho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.

Dekho To Aaj Kaisi Baat Ho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.

Din Ka Tu Chain, Meri Raat Ka Sukoon Hai,
Kuch Teri Baatein, Kuch Baaton Mein Tu Hai.
Chaahat Meri, Mera Armaan Bhi Tu Hai,
Kuch Teri Baatein, Kuch Baaton Mein Tu Hai.

Aur Aaj Ye Phir Se Teri Baat Ho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.

Kaale Hain Baadal, Barsaat Ho Gayi,
Haaye Maahi Bhi Na Aaya Aur Raat Ho Gayi.

Paas Tere Hum Reh Le Sada,
Door Zara Na Ho Tumse.
Ishq Mujhe Ho Jitni Dafa,
Utni Dafa Bas Ho Tumse.

Karta Rahun Bas Zikr Tera,
Paas Tere Ji Bhar So Loon.
Tum Ho Mere, Main Hoon Tera,
Aur Bhale Ab Kya Bolun?

Tumse Hai Meri Shuruaat Ho Gayi,
Haaye Milna Tera Meri Saugaat Ho Gayi.

Kaale Hain Baadal, Barsaat Ho Gayi,
Haaye Kaale Hain Baadal, Barsaat Ho Gayi.

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Kaali Raat — FAQ

Q.Who sang Kaali Raat?

Kaali Raat is sung by Asees Kaur,Samyak Prasana.

Q.Who wrote the lyrics of Kaali Raat?

The lyrics of Kaali Raat are written by —.

Q.Who composed the music of Kaali Raat?

The music of Kaali Raat is composed by Armaan Lahoria.

Q.Which music label released Kaali Raat?

Kaali Raat is released under Elev8 Music.

Q.What language is Kaali Raat?

Kaali Raat is a Hindi song.

Q.Where can I read Kaali Raat Lyrics?

You can read the full Kaali Raat Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Never Miss New Song Lyrics!

Fresh Hindi, Punjabi, Marathi and more lyrics—straight to your inbox.

No spam. Only new song lyrics. Unsubscribe anytime.
Follow Lyrixwala: Telegram · Facebook

🔥 TRENDING LYRICS

FOLLOW US

🎵 NEVER MISS NEW LYRICS!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo