
Jaane De Lyrics — “Jaane De” is a profoundly moving and soulful track that showcases Talhah Yunus’s ability to convey deep vulnerability through his voice. As a standout piece from the album ‘Jadugar’, the song beautifully encapsulates the complex emotions of letting go and moving forward. Umair’s atmospheric production complements the poignant lyrics, creating an immersive experience that resonates with anyone who has dealt with heartbreak. Read the full Jaane De Lyrics below.
Song Details — Jaane De
| 🎤 Singer | Talhah Yunus, JANI |
| 🎵 Music | Umair, superdupersultan |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus, JANI |
| 💿 Album | Jadugar |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
Jaane De — Official Video
Jaane De Lyrics
( Talhah Yunus x JANI )
Main Saahilon Par Likhun Tera Naam, Jaana
Main Jo Dukhrray Yeh Likhun, Mera Kaam Gaana
Tumhein Yaad Karun Main Bhi Roz-roz
Mujhay Kisi Ne Sikhaaya Nahi Baaz Aana
Tum Ab Phool Na Bhejo, Lagay Sog Jo
Lekin Pakka Meri Qabar Pe Gulaab Aana
Jaisay Ghaatay Mein Bhi Koi Nafa Aana
Diye Zakham, Mera Ghar Ab Dawa-khaana
Tum Takabbur, Us Rab Ki Ana Ho
Kabhi Khud Se Bhi Taaruf Karwa Do
Jaga Do Umeedein Jo Sab So Gayin
Tum Is Shaayar Ki Himmat Barha Do
Ya Kosay Tu Qismat Ko Is Qadar, Jaana
Tu Maangay Jab Dhoop Toh Ghata Ho
Tu Jahan Rakh De Qadam, Zalzala Ho
Tera Aana Phir Is Gali Na Ho
I Don’t Wanna Wake Up
Tu Ne Nahi Rehna Hai, Keh De Straight Up
Main Bas Baatein Banaaun, Teri Tawajja Bhi Chaahun
Lekin Saamne Jab Aaun Teray Ahmaq Sa Main
Har Doosray Se Hoye Meri Nok-jhok
Dildaar Hain Par Lagay Baray Rog-rog
Kahin Khud Mein Hoon Gum, Mujhay Khoj-khoj, Jaana
Toh Chal Jaanay De
Jaanay De
Laut Aayega Woh Kal, Aanay De (Aanay De)
Toh Chal Jaanay De (Jaanay De)
Jaanay De (Jaanay De)
Dil Ki Bastiyon Ko Jalaanay De (Hm-mm)
Yeah
Nazrein Tiki, Jhapkein Na Palkein
Banay Tasveerein, Woh Rang Bhartay
Teray Deedaar Ke Liye Tarsay
Dekh Sakay Na Tujhay Dil Bhar Ke
Maslay Hazaar Thay Dil Bhar Ke
Baray Dildaar, Aa Mil Kar Dekh
Sab Ke Gunaah Kya Meray Hi Sar Thay?
Aayi Teri Yaad Toh Yeh Dil Dharkay
Pighlay Sonay Ki Chaadrein Orh Li
Kya Aadatein Sab Buri Chhor Di?
Kya Yeh Ishq Hai Ya Nahi?
Teri Fikar Ho Roz Hi
Pankh Kholay, Woh Urh Chali
Maghroor Si Morni
Chal Jaanay De
Jaanay De
Yaadein Hi Sirf Baaqi Khazaanay Mein
Tu Ghar Jaanay De
Jaanay De
Laut Aayegi Woh, Kal Aanay De
Toh Chal Jaanay De (Jaanay De)
Jaanay De (Jaanay De-ay)
Laut Aayega Woh Kal, Aanay De (Aanay De)
Toh Chal Jaanay De (Jaanay De)
Jaanay De (Jaanay De, Jaana)
Dil Ki Bastiyon Ko Jalaanay De (Hmm-hmm)
Jaane De — FAQ
Q.Who sang Jaane De?
Jaane De is sung by Talhah Yunus,JANI.
Q.Who wrote the lyrics of Jaane De?
The lyrics of Jaane De are written by Talhah Yunus,JANI.
Q.Who composed the music of Jaane De?
The music of Jaane De is composed by Umair,superdupersultan.
Q.Which album is Jaane De from?
Jaane De is from the album Jadugar.
Q.Which music label released Jaane De?
Jaane De is released under Talhah Yunus.
Q.What language is Jaane De?
Jaane De is a Hindi song.
Q.Where can I read Jaane De Lyrics?
You can read the full Jaane De Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏





