
Hawaon Ne Yeh Kaha Lyrics — “Hawaon Ne Yeh Kaha” is a soulful and romantic masterpiece from the movie “Aap Mujhe Achche Lagne Lage” that beautifully captures the essence of young love. Udit Narayan’s iconic, melodious voice brings a sense of warmth and sincerity to the lyrics, making the listener feel every emotion deeply. With Rajesh Roshan’s soothing composition and Dev Kohli’s poetic writing, this track remains a timeless favorite for those who cherish heartfelt melodies. Read the full Hawaon Ne Yeh Kaha Lyrics below.
Song Details — Hawaon Ne Yeh Kaha
| 🎤 Singer | Udit Narayan |
| 🎵 Music | Rajesh Roshan |
| ✍️ Lyrics | Dev Kohli |
| 🎬 Movie | Aap Mujhe Achche Lagne Lage |
| 🏷️ Label | Universal Music India |
Hawaon Ne Yeh Kaha — Official Video
Hawaon Ne Yeh Kaha Lyrics
( Udit Narayan )
Nahin Marna Gawaara Pyaar Mein Tumse Yeh Kehna Hai
Tumhe Bhi Zinda Rehna Hai, Mujhe Bhi Zinda Rehna Hai
(Kabhi Aasaan, Kabhi Mushkil
Ajab Hain Pyaar Ki Raahein) – 2
Magar Jo Pyaar Karte Hai
Kabhi Bharte Nahin Aahein
Hawaaon Ne Yeh Kaha, Fizaaon Ne Yeh Kaha
Aayi Pyaar Ki Yeh Rut Badi Toofaani
Tu Darrna Na, O Meri Rani
Badlega Yeh Mausam Arri Deewani
Hum Likhenge Prem Kahaani
Kabhi Aasaan, Kabhi Mushkil
Ajab Hain Pyaar Ki Raahein
Magar Jo Pyaar Karte Hai
Kabhi Bharte Nahin Aahein
Hawaaon Ne Yeh Kaha, Fizaaon Ne Yeh Kaha
Aayi Pyaar Ki Yeh Rut Badi Toofaani
Tu Darrna Na, O Meri Rani
Badlega Yeh Mausam Arri Deewani
Hum Likhenge Prem Kahaani
Gardish Mein Hi Sahi Yeh Sitaarein Humnasheen – 2
Dhoondengi Kal Hamein Phir Bahaarein Humnasheen
Imtehaan Pyaar Ke Roz Hote Nahin
Pyaar Waale Kabhi Sabr Khote Nahin
Mohabbat Ho Hi Jaati Hai, Mohabbat Ki Nahin Jaati
Yeh Aisi Cheez Hai Jo Sab Ke Hisse Mein Nahin Aati
Hawaaon Ne Yeh Kaha, Fizaaon Ne Yeh Kaha
Aayi Pyaar Ki Yeh Rut Badi Toofaani
Tu Darrna Na, O Meri Rani
Badlega Yeh Mausam Arri Deewani
Hum Likhenge Prem Kahaani
Voh Mohabbat Hi Nahin Jis Mein Dil Lut Gaye
Deke Qurbaaniyaan Prem Khud Mit Gaye
Soch Le Jaaneman Humko Milna Hai Ab
Aage Peechhe Nahin, Saath Chalna Hai Ab
Mohabbat Raaz Hai Aisa, Jo Samjhaaya Nahin Jaata
Yeh Aisa Geet Hai Har Saaz Pe Gaaya Nahin Jaata
Hawaaon Ne Yeh Kaha, Fizaaon Ne Yeh Kaha
Aayi Pyaar Ki Yeh Rut Badi Toofaani
Tu Darrna Na, O Meri Rani
Badlega Yeh Mausam Arri Deewani
Hum Likhenge Prem Kahaani
Hawaon Ne Yeh Kaha — FAQ
Q.Who sang Hawaon Ne Yeh Kaha?
Hawaon Ne Yeh Kaha is sung by Udit Narayan.
Q.Who wrote the lyrics of Hawaon Ne Yeh Kaha?
The lyrics of Hawaon Ne Yeh Kaha are written by Dev Kohli.
Q.Who composed the music of Hawaon Ne Yeh Kaha?
The music of Hawaon Ne Yeh Kaha is composed by Rajesh Roshan.
Q.Which movie is Hawaon Ne Yeh Kaha from?
Hawaon Ne Yeh Kaha is from the Hindi film Aap Mujhe Achche Lagne Lage.
Q.Which music label released Hawaon Ne Yeh Kaha?
Hawaon Ne Yeh Kaha is released under Universal Music India.
Q.What language is Hawaon Ne Yeh Kaha?
Hawaon Ne Yeh Kaha is a Hindi song.
Q.Where can I read Hawaon Ne Yeh Kaha Lyrics?
You can read the full Hawaon Ne Yeh Kaha Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
