
G SIDE Lyrics — “G SIDE” is a standout track from Talhah Yunus’s album “Jadugar,” showcasing his signature flow and lyrical depth. Jokhay’s production perfectly complements Yunus’s raw and authentic vocal delivery, creating an immersive atmosphere that resonates with listeners. The song captures a powerful narrative, blending personal experiences with a gritty urban vibe that defines the essence of the album. Read the full G SIDE Lyrics below.
Song Details — G SIDE
| 🎤 Singer | Talhah Yunus |
| 🎵 Music | Jokhay |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus |
| 💿 Album | Jadugar |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
G SIDE — Official Video
G SIDE Lyrics
( Talhah Yunus )
Yeah
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
Yeah, Yeah
Baithay Kya Chaand Pe Sabhi?
Channay Ke Jhaar Pe Charhay, Koi Utaar Toh Sahi
Khelein Yahan Jaan Pe Sabhi
Meray Deedaar Ke Liye Woh Intezaar Mein Khari
Talabgaar Ho Gayi Ho Ya Koi Khaar Toh Nahi?
Shayad Kharaab Yeh Ghari, Koi Aitbaar Toh Nahi
Bari Smart Ho Gayi Ho, Aankhein Chaar Toh Nahi?
Bari Hot Ho Gayi Ho, Kahin Bukhaar Toh Nahi?
Bakchodi Mode, Aa Chhorun Main Tujhay Scene Pe
Aerra Maangay Pairra Jo Na Terah Mein Na Teen Mein
Internationally Known, Aa Mera Scene Dekh
Chahtay Mulk Se Baahar Milay Pyaar, Tu Sirf Meme Ek
Mr. Hundred Flows, You Can Never Fuck With Me, Man
Urdu Rap Ki Soul, Chaahun Toh Ura Doon Neendein
Rahun Media Se Door, Yeh Achievement
Underground Se Mainstream, Badla Main Ne Scene Yeh
Brutality Mein Sab Ka Senior
Technically Greatest, Mujhay Kehtay Saaray Genius
Randi Ronay Karay Jaisay Vini Junior
Kuch Kuttay Sirf Bhonkein, Inhein Leta Nahi Koi Serious
Tarrap Aisi, Baby, Rehti Hai Tu Curious
Machiavelli Vibe, Attitude Yeh Notorious
Drip Aisi Ke Ab Mur Ke Dekhein Goriyaan
I Know They Dig My Style, Sunna Chaahein Meri Storiyaan
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
Immortal Hai Jaisay Yeh Technique
Urdu Rap Ka Face Aur Tum Dhabbay Jaisay Acne
All-rounder Hai Bhai Tera, Athlete
Main Aur Meray Bhai Log, Combination Deadly
Badlein Ge Rang Jab Lagay Gi, Beta, Nafri
Kisi Ki Patang Banay, Kuch Khud Hi Bakri
When I Be On The Mic, Yeh Londay Ghabri
Na Jaanay Kitnay Khaar Khaatay, Kitnon Ko Be-sabri
Kaun Kis Ki Yahan Raah Dekh Raha Hai?
Ghoor-ghoor Ke Tu Kya Dekh Raha Hai? (Kya Dekh Raha Hai)
Yeh Media Ab Kya Bech Raha Hai?
Sirf Jhoot Khullay-aam Bik Raha Hai (Khullay-aam Bik Raha Hai)
Taara Toot Ke Aasmaan Se Gira Hai
Magar Giray Huay Ko Kaun Poochhta Hai? (Kaun Poochhta Hai)
Waqt Badlay Ga Toh Dein Ge Gawaahi
Beta, Sab Kuch Khuda Dekh Raha Hai
Khuda Dekh Raha Hai
Dil Mein Sab Ke Hon Sawaal Toh Baray
Mujhay Chhor Do Tum Haal Pe Meray (Hahaha)
Ab Mushkilon Se Aankh Yeh Lagay
Meray Liye Bichhay Jaal Thay Baray
Yeh Mukhtasar Kahaani Lagay Zindagi Ki
Umar Bhar Aawargi, Kya Ab Sitam Yeh Zindagi?
Suna Doon Kya Zubaani Sab Ki Zindagi?
Kisi Ko Gham-e-aashiqui, Kisi Ko Gham-e-zindagi
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
Aa Milein Usi Gali Ke Nukkar Pe
G-side Saaray Aatay Idhar Upar Se
Kisi Ko Bhi Yahan Ghalti Se Chhoo Kar Dekh
Pohonch Meri Upar Tak, Aaun Kya Main Upar Se?
G SIDE — FAQ
Q.Who sang G SIDE?
G SIDE is sung by Talhah Yunus.
Q.Who wrote the lyrics of G SIDE?
The lyrics of G SIDE are written by Talhah Yunus.
Q.Who composed the music of G SIDE?
The music of G SIDE is composed by Jokhay.
Q.Which album is G SIDE from?
G SIDE is from the album Jadugar.
Q.Which music label released G SIDE?
G SIDE is released under Talhah Yunus.
Q.What language is G SIDE?
G SIDE is a Hindi song.
Q.Where can I read G SIDE Lyrics?
You can read the full G SIDE Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
