Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics – Mohammad Faiz | Mr & Mrs Grey

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics by Mohammad Faiz from Mr & Mrs Grey

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics — “Dil Yeh Tumhi Ko” is a soulful and romantic masterpiece that perfectly captures the profound feeling of falling in love. With Mohammad Faiz’s emotive vocals and Tanishk Bagchi’s mesmerizing composition, this track from ‘Mr & Mrs Grey’ (released on 11th December, 2026) creates an unforgettable musical experience. The poignant lyrics by Saaveri Verma beautifully express the vulnerability and joy of giving one’s heart away to someone special. Read the full Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics below.

Song Details — Dil Yeh Tumhi Ko

🎤 SingerMohammad Faiz
🎵 MusicTanishk Bagchi
✍️ LyricsSaaveri Verma
🎬 MovieMr & Mrs Grey
🏷️ LabelZee Music Company
🎥 DirectorVishal Mishra, Ankur Pajni
🎭 CastElena Roxana Maria Fernandes, Manj Gill, Sarah Hussain
📅 Release11th December, 2026

Dil Yeh Tumhi Ko — Official Video

Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics

( Mohammad Faiz )

Saare Jahaan Ki Bheed Mein
Kyun Ye Tumse Nazar Takrayi Hai?
Kheench Ke Mujhko Kismat Meri
Kyun Tum Tak Le Aayi Hai?
Itni Haseen Galti Ke Aage Kuch Sahi Nahi

Dil Yeh Tumhi Ko
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Itni Haseen Galti Ke
Itni Haseen Galti Ke Aage Kuch Sahi Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Haan Tareef Mein Kya Kahun Main Teri Aankhon Ki
Maangu Rihayi Kaise Main Inse Laakhon Ki
Nazren Utaru Teri Balayein Lun
Ek Ek Ada Ye Teri Lagti Hai Laakhon Ki

Na Tumse Kam Ho Na Tumse Zyada
Tere Sang Jeene Ka Karke Irada
Paake Tujhko Ab Duji
Paake Tujhko Ab Duji Koi Chahat Rahi Nahi

Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Itni Haseen Galti Ke
Itni Haseen Galti Ke
Aage Kuch Sahi Nahi
Dil Yeh Tumhi Ko De Baithe
Aur Baatein Kahin Nahi

Rabba Mere Rabba Ve Sun Main Teinu Dasda Ve
Yaar Baajo Ek Pal Bhi Main Jee Na Hun Sakta Ve
Rabba Mere Rabba Ve Sun Main Teinu Dasda Ve
Yaar Baajo Ek Pal Bhi Main Jee Na Hun Sakta Ve

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Dil Yeh Tumhi Ko — FAQ

Q.Who sang Dil Yeh Tumhi Ko?

Dil Yeh Tumhi Ko is sung by Mohammad Faiz.

Q.Who wrote the lyrics of Dil Yeh Tumhi Ko?

The lyrics of Dil Yeh Tumhi Ko are written by Saaveri Verma.

Q.Who composed the music of Dil Yeh Tumhi Ko?

The music of Dil Yeh Tumhi Ko is composed by Tanishk Bagchi.

Q.Which movie is Dil Yeh Tumhi Ko from?

Dil Yeh Tumhi Ko is from the Hindi film Mr & Mrs Grey.

Q.Which music label released Dil Yeh Tumhi Ko?

Dil Yeh Tumhi Ko is released under Zee Music Company.

Q.When was Dil Yeh Tumhi Ko released?

Dil Yeh Tumhi Ko was released in 11th December, 2026.

Q.What language is Dil Yeh Tumhi Ko?

Dil Yeh Tumhi Ko is a Hindi song.

Q.Where can I read Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics?

You can read the full Dil Yeh Tumhi Ko Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Never Miss New Song Lyrics!

Fresh Hindi, Punjabi, Marathi and more lyrics—straight to your inbox.

No spam. Only new song lyrics. Unsubscribe anytime.
Follow Lyrixwala: Telegram · Facebook

🔥 TRENDING LYRICS

FOLLOW US

🎵 NEVER MISS NEW LYRICS!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo