Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics – Aditya Narayan | Masoom

Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics by Aditya Narayan from Masoom

Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics — “Chota Bachcha Jaan Ke” is an iconic and playful track from the movie ‘Masoom’ that perfectly captures the mischievous spirit of childhood. Aditya Narayan’s youthful and energetic vocals bring a delightful charm to the song, making it an instant favorite for listeners of all ages. With catchy music composed by Anand Raj Anand, the song remains a timeless anthem of fun and innocence that never fails to uplift the mood. Read the full Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics below.

Song Details — Chota Bachcha Jaan Ke

🎤 SingerAditya Narayan
🎵 MusicAnand Raj Anand
✍️ LyricsAnand Raj Anand
🎬 MovieMasoom
🏷️ LabelTips Official
🎥 DirectorMahesh Kothare
🎭 CastInder Kumar, Ayesha Jhulka, Laxmikant Berde

Chota Bachcha Jaan Ke — Official Video

Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics

( Aditya Narayan )

Chota Bachcha Jaan Ke
Na Koi Aankh Dikha Na Re
Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab
Akal Ka Kacha Samajh Ke
Humko Na Samjhana Re
Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab

Bholi Surat Jaan Ke
Humse Na Takra Na Re
Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab

Na Dhin Na Na Dhin Na
Nach Nacha Denge
Chota Bachcha Jaan Ke
Na Koi Aankh Dikha Na Re
Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab
Akal Ka Kacha Samajh Ke
Humko Na Samjhana Re

Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab

Ek Din Dekhe Do Athaniya
Maa Boli Ja Le Aa Dhaniya
Ek Din Dekhe Do Athaniya
Maa Boli Ja Le Aa Dhaniya
Paise De Ke Dukan Dar Se
Main Bola Babu Dedo Dhaniya
Bada Sa Kagaj Lekar
Usne Rakh Diya Usme Thoda Sa Dhaniya
Maine Bola Babu Baniya Kagaj Bech Rahe

Ya Dhaniya
Kagaj Ko Rahkho Baju Mein
Dhaniye Ko Rahkho Taraju Mein
Sun Meri Baat Vo Raha Na Kabu Mein

Kya Bola
Bola Tujhko Baatu Main
Main Bhi Kaha Kam Tha
Maine Bhi Kehdiya
Bache Ko Thak Ta Hai
Shor Machau Main
Uske Baad Hua Kya
Yeh Bhi Toh Batlana Re
Dubi Dubi Dab Dab
Dubi Dubi Dab Dab
Uske Baad Uske Baad Toh
Jaise Uska Mar Gaya Nana Re
Bich Bazariya Gaaya Maine
Jab Yeh Gaana Re
Chota Bachcha Jaan Ke
Na Koi Aankh Dikha Na Re
Dubi Dubi Dab Dab

Akal Ka Kacha Samajh Ke
Humko Na Samjhana Re
Dubi Dubi Dab Dab

Kishan Bhaiya Kishan Bhaiya
Mere Aam Ki Guthali Gir Gayi
Aam Ko Kha Guthli Na Dekh
Aage Chal Piche Na Dekh
Aam Ko Kha Guthli Na Dekh
Aage Chal Piche Na Dekh
Sidha Sidha Chal Varna
Paon Mein Fas Jayegi Ret
Fir Kya Karenge

Yeh Ghar Jab Ja Ke Maa Ne Mara Re

Dubi Dubi Dab Dab

Chup Kyu Ho Gaye Bolo Na
Sun Re Chotu Sun Re Hariya
Maa Hoti Mamta Ki
Nadiya Daat Ke Humko
Khud Bhi Roye Khana De
Badhiya Se Badhiya
Maa Ko Ja Ke Kabhi
Suna Na Na Yeh Gana Re
Bachcha Bachcha Jaan Ke
Na Koi Aankh Dikha Na Re
Dubi Dubi Dab Dab
Akal Ka Kacha Samajh Ke
Na Humko Samjhana Re

Dubi Dubi Dab Dab

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Chota Bachcha Jaan Ke — FAQ

Q.Who sang Chota Bachcha Jaan Ke?

Chota Bachcha Jaan Ke is sung by Aditya Narayan.

Q.Who wrote the lyrics of Chota Bachcha Jaan Ke?

The lyrics of Chota Bachcha Jaan Ke are written by Anand Raj Anand.

Q.Who composed the music of Chota Bachcha Jaan Ke?

The music of Chota Bachcha Jaan Ke is composed by Anand Raj Anand.

Q.Which movie is Chota Bachcha Jaan Ke from?

Chota Bachcha Jaan Ke is from the Hindi film Masoom.

Q.Which music label released Chota Bachcha Jaan Ke?

Chota Bachcha Jaan Ke is released under Tips Official.

Q.What language is Chota Bachcha Jaan Ke?

Chota Bachcha Jaan Ke is a Hindi song.

Q.Where can I read Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics?

You can read the full Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo