
Choo Mantar Lyrics — “Choo Mantar” is a captivating track with a mysterious, spellbinding vibe. Talhah Yunus delivers the song with the assured flow and expressive edge that make his vocals stand out. His lyrics bring a direct, personal quality to the track, while Jokhay’s music shapes its distinctive atmosphere on the album “Jadugar.” Read the full Choo Mantar Lyrics below.
Song Details — Choo Mantar
| 🎤 Singer | Talhah Yunus |
| 🎵 Music | Jokhay |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus |
| 💿 Album | Jadugar |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
Choo Mantar — Official Video
Choo Mantar Lyrics
( Talhah Yunus )
How Did You Get So Famous Then, Eh?
Magic
Just Received An Announcement A Few Moments Ago, All Passengers Travelling On Icelandair Flight Fi471 To Keflavik, To Proceed Now To Gate 110, This Plane Is Now Boarding
Ah
Laut Aaya Hoon Main
Lenay Sab Ki Khabar
Yaad Aaunga Phir
Dekh Le Ek Nazar
Bhool Gaye Be-qadar
Patthar Dil, Tootay Ghar
Wohi Dhool, Mitti, Shajar
Wohi Phool, Kaantay, Qabar
Jhaankun Dil Mein Teray
Shikway Mujh Se Kayi
Na Dein Sab Mashwaray
Yeh Toh Mumkin Nahi
Khwaabida, Be-khabar
So Rahay Thay Sabhi
Jhaank Dil Mein Meray
Jaanay Tu Kuch Nahi
Betay, Soch Ka Hi Farq
Pehli Gaari Meri Merc
Main Ne Badla Hai Waqt
Nahi Badlay Hain Log
Yeh Be-ghairat Hain, Be-zarf
Saaray Bhool Gaye Hain Sab
Main Toh Rap Kar Raha Kab Se
Hoon Tab Se Main Raw
Kuch Alag Hi Hai Flow
Poora Scene Kiya Grow
Tera Dream, Tera Piyo
Khari Kar Di Poori Fauj
I Do It On My Own
Main Hi Label Kya Hai Bol?
Nahi Kisi Ka Mohtaaj
Urdu Rap Ki Main Soul
Yeh Ilm, Tu Taalib Hai
Betay, Chaleingi Chaalein Nahi
Paalay Baray Jo Gaari Nahi
Munh Pe Karein Sab Tareefein
Kya Yeh Aashiq Munaafiq Hain?
Betay, Aalim Hain, Faazil Hain
I’m A Lyrical Therapist
Kharay Shuru Se Aakhir Tak
Be-shak Chand Hon Deewanay
Meray Pakkay Hain Usool Ke
Maangay Sirf Khuda Se
Warna Sar Nahi Jhukay Bhoolay Se Bhi
Kehtay Underrated
Mujhay Chaahnay Walay Dhoondtay
Urdu Rap Ka Baap
Main Ne Shuru Ki Hai Movement
Aagay Hongay Mauzu Do
Main Baat Se Baat Nikaalun
Kehlay Jaadu-tonay
Aankhein Kholein
Dekhay Baray Laam Se Chaurray
Metaphoric Samjhein Ge Nahi, Bhagoray Bol
Kyun Na Main Dohraun Apni Baatein?
Maarun Lafzon Ke Chamaatay
Ya Maarun Dilon Pe Daakay
Meri Marzi, I’m The Artist
Main Hi Shuru, Main Hi Aakhir
Koi Khatri, Koi Aashiq
Nahi Chali Meray Aagay
Goddamn
(Hahaha)
(Hahaha)
(Yeah, Yeah)
Safar Jaari Hai, Zindagi Nahi Kahani Hai
Zimmedaariyaan Bari, Tune Kaati Yeh Saza Nahi
Bol, Kya Kuch Hai Saha Nahi?
Main Karun Haan Mein Haan Nahi
Dil Mein Bachi Jagah Nahi
Log Jhaankein Girebaan Mein Nahi
Kitnay Dawa Keh Ke Dena Chahtay Mujhay Zehar Bhi
Manzilein Bhi Kehti Hain, “Bhai, Ruk Zara, Thehar Bhi”
Kho Ke Baitha Apnon Ko, Ghairon Ko Bola Family
Beh Gaye Yun Saaray, Main Hi Leke Aaya Lehar Bhi
M.v.p., Bhai, Athlete, Verses Pe Versatility
Kuch Utray Huay Be-ghairati Pe Keeray Jaisay Cavity
Main Hoon Itna Mehnati Hi Ke Hoti Sab Ko Jealousy
Flow Mein Technicalities, Kya Misray, Saari Charity
Betay, Munh Band Ab
Samjhein Chahnay Walay, Shaba Choo Mantar
Kuch Nahi Ukhaarein Ge Yeh Jhoot Bol Kar
Aaye Hujoom Ban Kar Huay Choo Mantar, Choo Mantar
Choo Mantar — FAQ
Q.Who sang Choo Mantar?
Choo Mantar is sung by Talhah Yunus.
Q.Who wrote the lyrics of Choo Mantar?
The lyrics of Choo Mantar are written by Talhah Yunus.
Q.Who composed the music of Choo Mantar?
The music of Choo Mantar is composed by Jokhay.
Q.Which album is Choo Mantar from?
Choo Mantar is from the album Jadugar.
Q.Which music label released Choo Mantar?
Choo Mantar is released under Talhah Yunus.
Q.What language is Choo Mantar?
Choo Mantar is a Hindi song.
Q.Where can I read Choo Mantar Lyrics?
You can read the full Choo Mantar Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










