Chaandni Lyrics – sufr x Adil | Hindi Song

Chaandni Lyrics by sufr x Adil

Chaandni Lyrics — “Chaandni” by sufr is a soulful track where he wears all creative hats as the singer, lyricist, and music composer, crafting a dreamy and heartfelt experience. The song beautifully captures the essence of love that glows as softly and purely as moonlight. Read the full Chaandni Lyrics below.

Song Details — Chaandni

🎤 Singersufr, Adil
🎵 Musicsufr, Adil
✍️ Lyricssufr, Adil
🏷️ LabelSony Music

Chaandni — Official Video

Chaandni Lyrics

( sufr x Adil )

Keh Do Na Tum Bhi Pagal Ho Jaise Mere
Sookhi Yaadon Ki Dhool Leke Aana Nahi
Pata Bhi Nahi Phir Milenge Ya Nahi
Raatein Khaamosh Hi Hai Tere Bina
Neendon Ke Safar Mein Dhoondhta Hu Tumhe
Teri Aankhon Ki Lehron Mein Doobna Chahu Main
Kya Tum Kar Sakti Intezaar Mera?
Call Me Selfish But I Don’t Wanna See You With
No-no-no One Else
Roshni Ka Ehsaas Tere Aane Se
Palkein Bheeg Jaati Hai
Jab Badh Jaate Faaslein Tere Mere
Naraaz Rehti Tu Hai
Khamoshi Qaatil Hai
And I F- This Shit Up Over And Over Again
Thoda Sa Hi Sahi
De Jaa Na Bas Tu Chain
Sab Hai Silsila
Sab Bekaar Hai Bin Tere
Phir Se Milne Ki Khwaaish Hai
Poori Kar De Farmaish
Haqeeqat Hi Bhulaa Ke
Aaja Na
Chaandni Raaton Ka Jo
Aankhon Mein Nasha
Wo De Jaa Tu Piya
Khaamoshi Honthon Pe Jo
Hai Tere Isse Hi Halki
Pyaari Si Baatein Keh Hi Jaana Tu Piya
Bas Iss Dil Ko Tum Sambhal Lena
Zindagi Ki Raahon Mein Tu Hi Ek Aasra
Raatein Khaamosh Hai
Par Sapne Saath Hai
Har Pal Teri Yaadon Mein
Karu Fariyaad Main Rozaana
Toh Aaja Na
Khud Ko Leke Tu
Tanha Safar Mein
Saath Mere Chal Tu
Sunn Dil Ki Baatein
Meri Dhadkan Tu
Milne Ke Khwaab Dekhu
Har Pal Bas Tu Hi Tu
Na Jaanu Main
Kyun Aisa Hu?
Doori Bhi Deti Tu
Main Kya Karu?
Mitaa De Tu
Bhulaa De Tu
Haath Le Thaam Mera
Chal Ho Jaaye Ghum
Haqeeqat Hi Bhulaa Ke
Aaja Na
Chaandni Raaton Ka Jo
Aankhon Mein Nasha
Wo De Jaa Tu Piya
Khaamoshi Honthon Pe Jo
Hai Tere Isse Hi Halki
Pyaari Si Baatein Keh Hi Jaana Tu Piya
Haqeeqat Hi Bhulaa Ke
Aaja Na
Chaandni Raaton Ka Jo
Aankhon Mein Nasha
Wo De Jaa Tu Piya
Khaamoshi Honthon Pe Jo

Hai Tere Isse Hi Halki

Pyaari Si Baatein Keh Hi Jaana Tu Piya

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Chaandni — FAQ

Q.Who sang Chaandni?

Chaandni is sung by sufr,Adil.

Q.Who wrote the lyrics of Chaandni?

The lyrics of Chaandni are written by sufr,Adil.

Q.Who composed the music of Chaandni?

The music of Chaandni is composed by sufr, Adil.

Q.Which music label released Chaandni?

Chaandni is released under Sony Music.

Q.What language is Chaandni?

Chaandni is a Hindi song.

Q.Where can I read Chaandni Lyrics?

You can read the full Chaandni Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo