
Bajrangi Lyrics — “Bajrangi” by Rapperiya Baalam is a powerful devotional rap track that celebrates the glory and might of Lord Hanuman in a fresh and energetic style. With lyrics penned by Jagirdar RV, this song beautifully blends street-style rap with deep devotion, making it a unique offering for Hanuman bhakts. Read the full Bajrangi Lyrics below.
Song Details — Bajrangi
| 🎤 Singer | Rapperiya Baalam, M Three |
| 🎵 Music | Rapperiya Baalam |
| ✍️ Lyrics | Jagirdar RV, Swroop Singh |
| 🏷️ Label | FolkNexus Studio |
Bajrangi — Official Video
Bajrangi Lyrics
( Rapperiya Baalam x M Three )
Siya Ram Chandra Ki Jai
Bajrang Bali Ki Jai
Boond Boond Mere Khoon Ki Uble, Rakt Ranga Hanuman Naam Se
Japu Naam Hanuman Ka Main, Sampark Bane Bhagwan Ram Se
Bhuja Mein Bal Ki Dhara Behti, Odha Bhagwa Kaya Pe
Hai Naam Tera Sansar Mera, Na Lobh Chadhe Mujhe Maya Se
Ghad Ghad Garje Badal Bijli
Ran Dharti Bhi Tharar Aaye
Aur Thar Thar Kaanpe Aasman
Jab Jab Bajrangi (Krodh Mein Aaye)
**Chorus**
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Gyata Aur Data Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Bhagwan Aur Bhrata Ho X2
Ravan Ko Bola Dekh Ravan Meri Baat Maan
Ravan Ka Ahankar Chadha Hua Tha Aasman
Sone Ki Lanka Ko Bana Diya Tha Raakh Maan
Suryadev Ka Ghata Diya Tha Taapman
Gada Chali To Phir Dekh Dushton Ka Bhi Pata Nahi
Bajrangi Saath Mein To Shani Ki Koi Dasha Nahi
Bheem Roop Dhar Ashuron Ko Saza Di
Ek Phoonk Maarte Hi Lanka Paar Kara Di
Sabhi Baatein Karne Lage Anuman Ki
Jadibooti Lene Chale Gaye Putra Janki
Sanjeevani Ka Unhein Nahi Tha Gyan Bhi
Pahaad Ko Utha Laaye The Veer Hanuman Ji
Man Mein Shanti Aur Lat Hai Ram Naam Ki
Seene Ko Phaad Ke Dikhaya Ram Janki
Balwan Bajrangi Na Fikr Kare Praan Ki
Ramji Ke Hothon Pe Pehla Shabd Hanuman Hi
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Gyata Aur Data Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Bhagwan Aur Bhrata Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Gyata Aur Data Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Bhagwan Aur Bhrata Ho
**Rap Verse**
Jai Hanuman Birad Va Banka
Sumirat Naam Mite Sab Sanka
Laang Samandar Jala Di Lanka
Baje Dekho Bas Bajrangi Danka
Haath Gaddha Jab Utare Ran Mein
Danav Aur Dusht Prabhu Ke Charan Mein
Kasht Nasht Hote Ek Kshan Mein
Gyan Saar Hanumant Sharan Mein
Atulit Bal Dham Anjani Sut Naama
Prabhu Tere Bhagat Magan Tere Gun Gaava
Tujhmein Jo Jud Jaava Dukh Sab Bhool Jaava
Naam Hanuman Dham (Sab Kuch Sang Paava)
Chat Chat Chatak Chattaan Toot Taar Taar
Dhag Dhag Dhadhak Angaar Hoye Aar Paar
Tej Veg Bijli Si Gaaj Swayam Bholenath
Karte Na Jej (Bas Karte Hain Paap Naash)
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Gyata Aur Data Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Bhagwan Aur Bhrata Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Gyata Aur Data Ho
Mahabali Mere Mahabali Tum Hi Bhagwan Aur Bhrata Ho
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Bajrangi — FAQ
Q.Who sang Bajrangi?
Bajrangi is sung by Rapperiya Baalam,M Three.
Q.Who wrote the lyrics of Bajrangi?
The lyrics of Bajrangi are written by Jagirdar RV,Swroop Singh.
Q.Who composed the music of Bajrangi?
The music of Bajrangi is composed by Rapperiya Baalam.
Q.Which music label released Bajrangi?
Bajrangi is released under FolkNexus Studio.
Q.What language is Bajrangi?
Bajrangi is a Hindi song.
Q.Where can I read Bajrangi Lyrics?
You can read the full Bajrangi Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










