
Rollin Lyrics — “Rollin” is a confident, reflective hip-hop track driven by an urban edge and a determined spirit. Talhah Yunus delivers the verses with a deep, assured vocal style that gives the song a strong personal presence. His lyrics bring together ambition and lived experience, while Jokhay’s production shapes the track’s moody, hard-hitting atmosphere. It stands as an independent hip-hop release rather than a film song. Read the full Rollin Lyrics below.
Song Details — Rollin
| 🎤 Singer | Talhah Yunus, Talha Anjum |
| 🎵 Music | Jokhay |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus, Talha Anjum |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
Rollin — Official Video
Rollin Lyrics
( Talhah Yunus x Talha Anjum )
Yeah
Kahin Dil, Kahin Dimaagh Chalay, Raat Ho Ya Din
Hamesha Rahun Yaad, Jaisay Kuch Na Meray Bin
Is Jarr Se Kitni Shaakhein Nikli, Aaja Shaba Gin
Woh Bhejein Mujhay Crown, So I’m Rolling Like A King (Yeah)
Yeah, Rolling Like A King
Designer Apni Drip Karay Shine, Bling-bling
Haters Ke Liye L, Meri Lv Ki Yeh Ring
Hahaha
(I’m Rolling Like A King)
Ah, Saanp Palay Meray Aasteen Mein
Kaisay Karein Ge Yeh Qadar Meray Khoon-paseenay Ki?
Urdu Rap Ke Liye Laazmi
Tamaashbeen Hain Saaray Yeh Maa Ke Deenay (Hahaha)
Rakho, Beta, Apni Aankhein Neechay
Thori Saansein Lenay De, Chal Ho Ja Peechhay
Rakh Apni Aawaaz Neechay
Zara Dekh, Beta, Kaun Khara Aagay-peechhay (Yeah)
Saath Chalay Poora Protocol
Kabhi Hon Jahaaz Pe, Kabhi Zameen Pe
Kheench Raha Hai Photo Kaun?
Khulay Sab Ke Camera’s, Ab Yeh Zindagi Yeh
Baahir Rakhein Loaded Gun
Palay Baray Huay Saaray Yahin Gandagi Mein
Kya Pata Dushman Kaun?
Kaun Hai Mukhlis, Ab Kaun Ameen Hai
Meray Flow Ki Monopoly Hai
Daali Hui Jaisay Main Ne Maut Bhi
Ab Kitnon Ki Lagi Hui Lottery?
G-style, Beta, Dikhnay Mein Hot Bhi
Old School, Suna Mobb Deep
Top Tier, Beta, Main Hoon Yahan Ka Top G
Khullay-aam Hoti Robberies
Jaan Idhar Qeemat Hai Shauq Ki
Mera Alag Caliber Hai, Beta Zara Sun Dhyaan Se
Main Hi Manager Tha, Lara Beta Sab Ki Khaatir
Jaisay Jaadu Kiya Lafzon Se, Hypnotize
Qaabu Kiya Meray Nafs Ko, Yeh Nafs Ke Qaatil
Dum Daba Ke Bhaagay Saalay Munh Chhupa Ke
Qarz Chuka De, Jee Thora Sar Utha Ke
Mar Chuka Kya Asal Rap? Mar Chuka?
Abhi Zinda Hoon, Baby, Aaja Sar Daba De
Kahin Dil, Kahin Dimaagh Chalay, Raat Ho Ya Din
Hamesha Rahun Yaad, Jaisay Kuch Na Meray Bin
Is Jarr Se Kitni Shaakhein Nikli, Aaja Shaba Gin
Woh Bhejein Mujhay Crown, So I’m Rolling Like A King (Yeah)
Rolling Like A King
Designer Apni Drip Karay Shine, Bling-bling (Yeah)
Haters Ke Liye L, Meri Lv Ki Yeh Ring
Hahaha
I’m Rolling Like A King
Karun Kitni Main Flex Aur?
Apni Yeh Drip Designer, Mujhay Khud Bataayein Na
Karun Kitnay Main Cheques Ab Cash?
Ke Ab Bank Walay Sign Lenay Ghar Pe Aayein Na
Bhejun Tujhay Kya Main Phir Reminder
Ke You’re Way Behind Me Jab Ho Baat Likhaai Ki
Calls Aati Rehti Back-to-back
Par Hum Call Uthaatay Thay Sirf Jokhay Bhai Ki
Sau Tak Gin, We’re Right Outside Your House, Boy
Munh Pe Teray Jordan, Run That Mouth, Boy
Meray Bars Addictive Jaisay White Lines
Mr. Most Streamed, Number Mightiest
Anti Jo Bhi Kehta, Behenchod, White Noise
Ab Peechhay Bhaagay Industry
Lekin Seriously Meray Paas Toh Fursat Nahi
Yeh Jo Bhosrike Dushman Banay Huay
Kabhi Mujhay Kehtay Thay Murshad Bhi
Hum Toh Phenkein Bomb Dasti
Kabhi Detay Nahi Anti Ko Amnesty
Haath Baandh Dein Ge, Bhosrike
Tangdasti Mein Marega
Teray Janaazay Pe Kam Rush Bhi
Non-bailable Warrant Dou
Meray Criminal Flow, Meray Mujrim Dost
Kaun Labelon Pe Hoke Bhi Kuch Na Ukhaaray?
Woh Aatay Nahi Meray Close
John Wick Of Urdu Rap, Chhotay Ek Pencil Se Dein Ge Career Chod
Cancel Karo Mujhay Kaisay?
Woh Meray Bina Nahi Yahan Hota Koi Show Close, Bro
Rollin — FAQ
Q.Who sang Rollin?
Rollin is sung by Talhah Yunus,Talha Anjum.
Q.Who wrote the lyrics of Rollin?
The lyrics of Rollin are written by Talhah Yunus,Talha Anjum.
Q.Who composed the music of Rollin?
The music of Rollin is composed by Jokhay.
Q.Which music label released Rollin?
Rollin is released under Talhah Yunus.
Q.What language is Rollin?
Rollin is a Hindi song.
Q.Where can I read Rollin Lyrics?
You can read the full Rollin Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










