
khasaara Lyrics — “khasaara” is an emotionally tinged 2026 song whose title suggests the pain of loss. Harmeet Singh’s vocals bring a personal, sensitive quality to the track, while his lyrics and music give it a cohesive, intimate feel. No movie or album context has been provided, allowing the song to stand on its own. Read the full khasaara Lyrics below.
Song Details — khasaara
| 🎤 Singer | Harmeet Singh |
| 🎵 Music | Harmeet Singh |
| ✍️ Lyrics | Harmeet Singh |
| 🏷️ Label | Harmeet Singh |
| 📅 Release | 2026 |
khasaara — Official Video
khasaara Lyrics
( Harmeet Singh )
Dekh Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Dekh Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Aap Bhi Kamaal Karti Hain, Ye Kaisa Haal Karti Hain?
Ye Dil Mein Ghar Banaati Hain, Use Neelaam Karti Hain.
Tu Hai Na Sunne Ko, Ye Baatein Toh Main Gunguna Hi Doon.
Main Toh Shauqiya Likhoon, Tu Hi Kamaal Padhti Hai.
Aankh Band Karke Meri Din Ko Raat Kehti Hai.
Pata Hai Sach, Par Jhooth Maan Loon Jo Aap Kehti Hain.
Pyaar Ki Gawaahi Toh Jaana Hum Dono Dete Hain.
Main Bas Izhaar Kehta Hoon Aur Tu Mazaak Kehti Hai.
Dil Diya Udhaar Mein, Vasool Na Saka.
Baitha Maangne Tujhe Toh Taara Toot Na Saka.
Pyaasa Reh Ke Jiski Yaari Ko Main Deta Rehta Paani,
Uski Yaari Mein Mere Liye Koi Phool Na Bacha.
Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Can’t We Give This Another Try?
I Will Fix This.
I Won’t Make These Mistakes Again, I Promise.
Jab Tune Na Suna Kaha, Phir Kaagazon Se Na.
Ki Main Is Dafa Sambhal Sakunga Aansuon Se Na.
Tum Ye Kitna Bhi Nakaaro, Par Ye Tum Bhi Jaanti Ho,
Humein Dooriyaan Thi Jaana, Khaali Faaslon Ki Na.
Mera Dil, Zameer Mujhko Bas Pukaarta Raha,
Aur Main Besharam Sa Tujhko Tujhse Maangta Raha.
Tu Mere Hote Gair Haath Thaamta Raha,
Main Tapti Raat Mein Bhi Baitha-baitha Kaanpta Raha.
Bagal Mein Baithi Ho Tu, Phir Bhi Doori Lagti Hai.
Pata Na Kaun Si Woh Cheez Hai Jo Tu Poori Karti Hai.
Khud Ko Dhokha Deke Jaana, Tu Chhupaana Bhi Na Chahti,
Bewafaai Tak Toh Tu Adhoori Karti Hai.
Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Phir Khasara Ho Gaya, Ye Dil Hamaara Kho Gaya.
Main Phir Se Jaagta Raha, Mera Zamaana So Gaya.
Gham Gawaara Ho Gaya, Dile Pasaara Ho Gaya.
Banaaya Pyaar Se Makaan, Sab Kabaada Ho Gaya.
Harmeet On The Mic.
Writing What I Feel.
khasaara — FAQ
Q.Who sang khasaara?
khasaara is sung by Harmeet Singh.
Q.Who wrote the lyrics of khasaara?
The lyrics of khasaara are written by Harmeet Singh.
Q.Who composed the music of khasaara?
The music of khasaara is composed by Harmeet Singh.
Q.Which music label released khasaara?
khasaara is released under Harmeet Singh.
Q.When was khasaara released?
khasaara was released in 2026.
Q.What language is khasaara?
khasaara is a Hindi song.
Q.Where can I read khasaara Lyrics?
You can read the full khasaara Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










