Baazigar O Baazigar Lyrics – Kumar Sanu x Alka Yagnik

Baazigar O Lyrics by Kumar Sanu x Alka Yagnik. from Baazigar

Baazigar O Baazigar Lyrics — “Baazigar O Baazigar ” is a soul-stirring romantic song sung by the legendary Kumar Sanu, with heartfelt lyrics penned by Nawab Arzoo and melodious music composed by Anu Malik. From the iconic Bollywood movie Baazigar, this song beautifully captures the emotions of love and longing that touched millions of hearts. Read the full Baazigar O Baazigar Lyrics below.

Song Details — Baazigar O Baazigar

🎤 SingerKumar Sanu, Alka Yagnik.
🎵 MusicAnu Malik
✍️ LyricsNawab Arzoo
🎬 MovieBaazigar
🏷️ LabelIshtar Music
🎥 DirectorAbbas – Mustan

Baazigar O Baazigar — Official Video

Baazigar O Baazigar Lyrics

( Kumar Sanu x Alka Yagnik. )

O Mera Dil Tha Akela,
Tune Khel Aisa Khela
Teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar

O Mera Dil Tha Akela,
Tune Khel Aisa Khel
Teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar
Baazigar Maein Baazigar
Dilvaalon Ka Maein Dilbar
Baazigar Maein Baazigar
Dilvaalon Ka Maein Dilbar
O Dil Leke Dil Diya Hai
Sauda Pyar Ka Kiya Hai
Dil Ki Baazi Jeeta Dil Haar Kar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar

Chupke Se Aankhon Ke
Raste Tu Mere Dil Me Samaaya
Chaahat Ka Jaadu Jagaake
Mujhko Devaana Banaaya
Pehli Nazar Me Bani Hai
Tu Mere Sapnon Ki Raani
Yaad Rakhegi Ye Duniya
Apni Vafaa Ki Kahaani
O Mera Chain Churaake
Meri Neenden Udaake
Kho Na Jaana Kisi Modh Par
Baazigar Maein Baazigar
Dilvaalon Ka Maein Dilbar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar
O Dil Leke Dil Diya Hai
Sauda Pyar Ka Kiya Hai
Dil Ki Baazi Jeeta Dil Haar Kar
Baazigar O Baazigar
Baazigar Maein Baazigar

Dhak Dhak Dhadakta Hai Ye Dil
Bolo Na Kya Keh Raha Hai
Paas Aao Bata Doon
Na Baba Dar Lag Raha Hai

Mujhko Galat Na Samajhna
Maein Nahin Baadal Aavara
Dil Ki Deevaron Pe Maine
Naam Likha Hai Tumhaara
O Tere Pyaar Pe Qurbaan
Mera Dil Meri Jaan
Tujhe Lag Jaaye Meri Umar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar
Baazigar Maein Baazigar
Dilvaalon Ka Maein Dilbar
O Mera Dil Tha Akela,
Tune Khel Aisa Khela
Teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar
Baazigar O Baazigar
Baazigar Maein Baazigar
Baazigar O Baazigar
Baazigar Maein Baazigar.

🎵 Never Miss New Lyrics!

Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.

Baazigar O Baazigar — FAQ

Q.Who sang Baazigar O Baazigar?

Baazigar O Baazigar is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik..

Q.Who wrote the lyrics of Baazigar O Baazigar?

The lyrics of Baazigar O Baazigar are written by Nawab Arzoo.

Q.Who composed the music of Baazigar O Baazigar?

The music of Baazigar O Baazigar is composed by Anu Malik.

Q.Which movie is Baazigar O Baazigar from?

Baazigar O Baazigar is from the Hindi film Baazigar.

Q.Which music label released Baazigar O Baazigar?

Baazigar O Baazigar is released under Ishtar Music.

Q.What language is Baazigar O Baazigar?

Baazigar O Baazigar is a Hindi song.

Q.Where can I read Baazigar O Baazigar Lyrics?

You can read the full Baazigar O Baazigar Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo