YUN HI NAHIN LYRICS – Mushkil

YUN HI NAHIN LYRICS – Mushkil

Song – Yun Hi Nahin
Movie – Mushkil
Singers – Vardan Singh, Meenal Jain
Musicians – Vardan Singh
Lyricists – Anjaan Sagri

YUN HI NAHIN LYRICS

Yun Hi Nahin Tum Mile Ho Mujhko
Yun Hi Nahin Tum Mile


Kayi Jagah Pe Chadhai Chaadar
Kayi Jagah Pe Kiye Hain Sajde
Kayi Dino Tak Duayein Maangi
Kahin Shabon Tak Shabon Mein Jaage


Yun Hi Nahin Tum Mile Ho Mujhko
Yun Hi Nahin Tum Mile X (2)


Na Jaane Kya Kya Kiya Hai Maine
Jo Jisne Maanga Diya Hai Maine
Mauka Main Mannat Jahan Bitaya
Wahin Pe Dhaga Main Bandh Aaya


Yun Hi Nahin Tum Mile Ho Mujhko
Yun Hi Nahin Tum Mile X (2)


Yeh Ishq Mera Naya Naya Hai
Abhi Abhi Pata Chala Hai
Dhadakti Dhadkan Tumhare Khaatir
Yeh Raz Mujh Par Hua Hai Zaahir


Kayi Jagah Pe Chadhai Chaadar
Kayi Jagah Pe Kiye Hain Sajde
Kayi Dino Tak Duayein Maangi
Kahin Shabon Tak Shabon Mein Jaage


Yun Hi Nahin Tum Mile Ho Mujhko
Yun Hi Nahin Tum Mile


Tags: Latest Lyrics, Latest Movies Songs Lyrics, Movies Songs Lyrics, Mushkil, Vardan Singh, Meenal Jain, Anjaan Sagri, YUN HI NAHIN LYRICS – Mushkil, YUN HI NAHIN LYRICS  Mushkil, YUN HI NAHIN LYRICS, YUN HI NAHIN Mushkil LYRICS

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo