TERI MITTI LYRICS B PRAAK | TRIBUTE TO CORONA

TERI MITTI Lyrics by B Praak is Latest song written by Manoj Muntashir and music given by Arko.Video is Released By label Zee Music Company.

TERI MITTI LYRICS B PRAAK | TRIBUTE TO CORONA

Singer: B Praak
Music: Arko
Lyrics: Manoj Muntashir


TERI MITTI LYRICS B PRAAK | TRIBUTE TO CORONA

Nanhi Si Hasi Bholi Si Khushi
Phoolon Si Wo Baahein Bhool Gaye
Jab Desh Ne Di Aawaz Humein
Hum Ghar Ki Raahein Bhool Gaye


Hum Soye Nahi Kayi Raaton Se
Aye Jaane Watan Sau Chaand Bujhe
Humein Neend Usi Din Aayegi
Jab Dekhenge Aabaad Tujhe


Teri Mitti Mein Mil Jaawan
Gul Banke Main Khil Jaawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzu


Teri Nadiyon Mein Bah Jaawan
Tere Kheton Mein Lahrawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzu


Majboor Huyi Jab Dil Ki Dua Toh
Humne Dawa Se Kaam Liya
Wo Nabz Nahi Phir Thamne Di
Jis Nabz Ko Humne Thaam Liya


Beemar Hai Jo Kis Dharm Ka Hai
Humse Na Kabhi Ye Bhed Hua
Sarhad Pe Jo Wardi Khaki Thi
Ab Uska Rang Safed Hua


Teri Mitti Me Mil Jaawan
Gul Banke Main Khil Jaawn
Itni Si Hai Dil Ki Aarzu


Teri Nadiyon Mein Bah Jaawan
Tere Kheton Mein Lahrawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzu

If you find any mistake in lyrics of, TERI MITTI song. please send correct lyrics using contact us .Find us Helpful Please Share us with your friends, Thank you!!!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo