Tere Sang Lyrics – Bella | Hindi Song | Sighost

Tere Sang Lyrics by Bella

Tere Sang Lyrics — “Tere Sang” by Bella is a soulful track that beautifully captures the essence of love and togetherness, with heartfelt lyrics penned by Bella herself. Composed by Sighost, the music perfectly complements Bella’s melodious voice, making this song a truly emotional experience for listeners. Read the full Tere Sang Lyrics below.

Song Details — Tere Sang

🎤 SingerBella
🎵 MusicSighost
✍️ LyricsBella
🏷️ LabelBella Official

Tere Sang — Official Video

Tere Sang Lyrics

( Bella )


Intzar Bhi Uska Kiya
Jane Kitni Dafa Khud Ko Rok Kar
Aakhir Sath Chalna Dono Ne Sikh Hi Liya
Tere Sang..

Hum Dono Mein Ye Duriyan Bhi Jyada Hai
Aur Tujhe Chaha Kisi Se Bhi Jyada Hai
Na Mangu Kabhi Dua Tere Jane Ki
Haan Tere Sang Jeene Ka Irada Hai

Wo Ratein Jo Sabhi Se Chup Ke
Kati Hai Bahon Ke Tale
Main Leke Chalu Tujhe Ajaa
Sabhi Ko Chhod Iss Duniya Se Pare

Tu Meri Duaon Mein Shamil
Aur Meri Panaho Mein Aaja
Tu Apni In Aankho Se Mujhe
Iss Duniya Mein Alag Sa Chehra Banaja

Main Kabhi Bhi Khona Naa Chahun
Aur Tere Bina Kahin Kho Na Main Jaau
Tu Hathon Ko Thaam Ke Rakhna
Baahon Mein Teri Bas Sonaa Main Chahun

Ye Aashiqui Bilkul Aasaan Nahin
Hum Teri Mahobbat Ke Maare Hai
Bass Teri Hansi K Liye
Jane Kitni Dafa Logo Se Haare Hai

Ye Ratein Hayi Gavah Meri Haalat Ki
Tum Nindo Mein Jo Aate Jaate Rehte Ho
Na Kabhi Mere Dil Ki Sunoge Tum
Na Kabhi Apne Dil Ki Batein Kehte Ho

Hum Dono Mein Ye Duriyan Bhi Jyada Hai
Aur Tujhe Chaha Kisi Se Bhi Jyada Hai
Na Mangu Kabhi Dua Tere Jane Ki
Haan Tere Sang Jeene Ka Irada Hai

Bella You Know I Love You But
We Fighting Alot And Main Bahut Thhak Gayi Hun
Tu Bata Humein Kya Karna Chahiye..?

Hum Mile Lage Jaise Ye Khuda Ki Sajish Hai
Tum Se Hi Mere Iss Dil Ko Jeene Ki Khwahis Hai
Kash Tera Banu Toh Jeene Ki Wajah Bhi Mile Mujhe
Tu Nahin To Jeena Naa Chahu Main Kisi Bhi Haal Mein

Tere Siva Mera Koyi Nahin
Ratein Gavah Ke Main Soya Nahin
Main Roya Nahin Aisa Lage Tujhe
Lekin Kho Ke Tujhe Kabhi Hasa Nahin

Main Khudi Ka Khud Mein Raha Nahin
Ye Kaisi Hai Bekhudi Jana Meri
Tu Jaan Bana Ke Kyu Jane Anjane Mein
Le Ke Chali Gayi Sansein Meri

Hum Dono Mein Kahamiyan Kaafi Hai Kehne Ko
Manzile Teri Meri Kaafi Door
Tu Chur Hai Jaane Se Mere Kahin
Aur Tere Bina Humein Maut Kabool

Na Khuda Sune Meri Koyi Dua
Na Tere Siva Mera Koyi Hua
Na Jagah Mile Mere Dil Mein Kisi Ko
Jab Se Tune Is Dil Ko Chhua

Hum Tum Bass Teri Aur Meri Hi Batein Karenge
Jab Tak Ye Sanein Hai Meri Hum Sath Chalenge
Tum Naa Bas Hona Khafa Aur Chale Na Jana
Gumsum Ye Taare Hamesha Hi Aise Rahenge

Ye Ratein Hayi Gavah Meri Haalat Ki
Tum Nindo Mein Jo Aate Jaate Rehte Ho
Na Kabhi Mere Dil Ki Sunoge Tum
Na Kabhi Apne Dil Ki Batein Kehte Ho

Hum Dono Mein Ye Duriyan Bhi Jyada Hai
Aur Tujhe Chaha Kisi Se Bhi Jyada Hai
Na Mangu Kabhi Dua Tere Jane Ki
Haan Tere Sang Jeene Ka Irada Hai

🎵 Never Miss New Lyrics!

Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.

Tere Sang — FAQ

Q.Who sang Tere Sang?

Tere Sang is sung by Bella.

Q.Who wrote the lyrics of Tere Sang?

The lyrics of Tere Sang are written by Bella.

Q.Who composed the music of Tere Sang?

The music of Tere Sang is composed by Sighost.

Q.Which music label released Tere Sang?

Tere Sang is released under Bella Official.

Q.What language is Tere Sang?

Tere Sang is a Hindi song.

Q.Where can I read Tere Sang Lyrics?

You can read the full Tere Sang Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo