Hum Hain Bachche Toofani Lyrics – Krishan Ram

Hum Hain Bachche Toofani Lyrics

Singer – Krishan Ram
Music – Sandeep Nath
Lyrics – Sandeep Nath
Arranger/Programmer – Jaskurn Gosal



Hum Hain Bachche Toofani Lyrics

Hum Hai Bachhe Tufani
Sabko Pilade Paani
Aapna Toh Bachpan Rocking
Hum Na Maange Jawani (x2)


Hum Hai Bachhe Tufani
Karde Aisi Naadani
Life Mein Bharde Life
Duniya Aapni Deewani


Come On,
Harpal Humko Rahna Aage
Rehna Sabse Aage
Sabhi Problem Aapne Aage
Dub Dabake Bhage (x2)


Aasman Se Chand Utarke
Aapni Aage Nache


Chalti Aapni Man Maani
Dil Ke Hum Raja Raani
Aapna Toh Bachpan Rocking
Hum Na Maange Jawani


Hum Hai Bachhe Tufani
Sabko Pilade Paani
Aapna Toh Bachpan Rocking
Hum Na Maange Jawani


Humse Hi Sapno Ki
Aankhon Mein Hai Sapne Jaage
Chaal Hai Aapni Aisi Ki
Hum Waqt Ke Aage Bhage (x2)


Saari Duniya Ko Jo Bandhe
Ho Wo Prem Ke Dhaage


Karte Jo Man Mein Thani
Sabko Dete Hai Raani
Aapna Toh Bachpan Rocking
Hum Na Maange Jawani


Hum Hai Bachhe Tufani
Sabko Pilade Paani
Aapna Toh Bachpan Rocking
Hum Na Maange Jawani


Hum Hai Bachhe Tufani
Sabko Pilade Paani
Life Mein Bharde Life
Duniya Aapni Deewani (x3)

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo