BESHAQ LYRICS RAFTAAR X YUNAN

BESHAQ Lyrics by Raftaar , Yunan is Latest song written by Raftaar and music given by Raftaar. Video is Released By label Zee Music Company.

BESHAQ LYRICS RAFTAAR X YUNAN

Album: Mr. Nair
Singer: Raftaar , Yunan
Music: Raftaar
Lyrics: Raftaar


BESHAQ LYRICS RAFTAAR X YUNAN

Beshaq Se Hum Kam Mile
Beshaq Se Kam Baat
Beshaq Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat


Beshak Se Hum Kam Mile
Beshak Se Kam Baat
Beshak Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat..


Kal Raat Se Aaj Raat Tak
100 Baar Dekha Last Seen
Bana Last Scene Jab Sath Thi
Ab 8 Din Se Baat Nahi


Teri Aunty Ne Baat Ki
Meri Maa Se Tere Hath Ki
Par Haan Nahi Karne Wali
Chhodegi Tu Sath Nahi


Kaafi Hai Yeh
Dil Saala Kaafi Sahe
Dil Saala Kaafir Hai
Dil Saala Maafi Bhi De


Dar Se Yeh Na Bhi Kare
Dar Mein Yeh Haanmi Bhare
Dil Mera Basta Hai Dil Mein Hi Tere
Toh Dil Ki Talaashi To Le


Haan Main Besabar, Haan Main Bekhabar
Mujhe Na Pata Hai Ke Tu Hai Kahan
Tu Na Deti Hai Yeh Khabar, Ye Khabar


Lage Mujhe Ek Hi Dar
Bane Na Tu Gair Be Kal
Jaldi Se Aaja Jo Aana Munasib
Ya Aa Jaana Der Se Chal


Beshaq Se Hum Kam Mile
Beshaq Se Kam Baat
Beshaq Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat..


Beshak Se Hum Kam Mile
Beshak Se Kam Baat
Beshak Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat..


Hold Up Teri Baaton Mein Khoya Main
Raato Na Soya Main
Hold Up Teri Yaadon Mein Jeeyun Main
Tab Bhi Na Roya Main
Kaun Ab Sunega Ghuzarishein Yeh
Aur Ab Tu Bhi Jaane Saazishein Yeh


Poori Khawaishon Se Aage Lage Mujhe Tu Hi
Kaabil Ae Tareefe Ae Teri Saari Khubi
Teri Chahaton Ko Jaanu Main Bakhubi
Yeah, Yeah


Itna Bata Do Kab Lautogi
Yaad Dila Do Nami Hothon Ki
Chhod De Yaarian Mukhauton Ki


All You Need Is Me
All You Need Is Me


Beshaq Se Hum Kam Mile
Beshaq Se Kam Baat
Beshaq Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat


Beshak Se Hum Kam Mile
Beshak Se Kam Baat
Beshak Se Ye Dil Jale
Ghuzre Na Yeh Raat


Intezar Se Na Imtehan Le
Is Qadar Na Meri Jaana Jaan Le


Fir Subah Se Ek Dua Kabool Kar
Ishq Hai Galat To Aaja Tu Bhi Ek Bhool Kar
Fir Subah Se Ek Dua Kabool Kar
Ishq Hai Galat To Aaja Tu Bhi Ek Bhool Kar

If you find any mistake in lyrics of, BESHAQ song. please send correct lyrics using contact us .Find us Helpful Please Share us with your friends, Thank you!!!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo