
Chand Taare Lyrics — “Chand Taare” is an iconic and ambitious track from the movie “Yes Boss” that perfectly captures the dreams of an underdog striving for success. Abhijeet’s energetic and charismatic vocals, combined with Jatin-Lalit’s catchy composition, create an anthem of self-belief and aspiration. Javed Akhtar’s lyrics brilliantly articulate the desire to conquer the world and achieve greatness, making it an evergreen favorite. Read the full Chand Taare Lyrics below.
Song Details — Chand Taare
| 🎤 Singer | Abhijeet |
| 🎵 Music | Jatin-Lalit |
| ✍️ Lyrics | Javed Akhtar |
| 🎬 Movie | Yes Boss |
| 🏷️ Label | ishtar music |
| 🎭 Cast | Shah Rukh Khan, Juhi Chawla |
Chand Taare — Official Video
Chand Taare Lyrics
( Abhijeet )
Jo Bhi Chaahon
Woh Main Paaon~~
Zindagi Mein~~
Jeet Jaon~~
♫♫♫♫
Chaand Taare Tod Laaon
Saari Duniya Par Main Chaaon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai~~
Chaand Taare Tod Laaon
Saari Duniya Par Main Chaaon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai~~
Yaar Tu Bhi Sun Zara
Aarzoo Meri Hai Kya
Main Kya Ban Jaana Chahata Hoon
Main Kahan Kharaab Hoon
Main To Lajawab Hoon
Main Yeh Manwana Chahata Hoon
Maan Ja Aye Khuda
Itni Si Hai Duaa
Main Banjaoon Sabh Se Badaa
Main Banjaoon Sabh Se Badaa
Mere Peeche, Mere Aagey
Haath Jodey, Duniya Bhaagey
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai~~
Shaan Se Rahoon Sadaa
Mujhpe Loog Hoon Fidaa
Haseenayein Bhi Dil Hoon Khoti
Dil Ka Ye Kawal Khiley
Soney Ka Mahal Miley
Barasne Lagein Heere Moti
Ae Maan Ja Aye Khuda
Itni Si Hai Duaa
Main Zyadaa Nahin Maangta
Main Zyadaa Nahin Maangta
Saari Daulat, Saari Taaqat
Saari Duniya Par Hukumat
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Chand Taare — FAQ
Q.Who sang Chand Taare?
Chand Taare is sung by Abhijeet.
Q.Who wrote the lyrics of Chand Taare?
The lyrics of Chand Taare are written by Javed Akhtar.
Q.Who composed the music of Chand Taare?
The music of Chand Taare is composed by Jatin-Lalit.
Q.Which movie is Chand Taare from?
Chand Taare is from the Hindi film Yes Boss.
Q.Which music label released Chand Taare?
Chand Taare is released under ishtar music.
Q.What language is Chand Taare?
Chand Taare is a Hindi song.
Q.Where can I read Chand Taare Lyrics?
You can read the full Chand Taare Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
