
Main Singer Khaandani Lyrics — “Main Singer Khaandani” is a heartfelt and melodious song that gradually settles into the hearts of listeners. Mujtaba Aziz Naza’s soulful voice brings an emotional depth to this track that resonates deeply with those who listen. The beautiful lyrics by Danish Sabri and the enchanting music by Javed-Mohsin make this song truly special, fitting perfectly into the narrative of Dhindora Season 2. Read the full Main Singer Khaandani Lyrics below.
Song Details — Main Singer Khaandani
| 🎤 Singer | Mujtaba Aziz Naza |
| 🎵 Music | Javed – Mohsin |
| ✍️ Lyrics | Danish Sabri |
| 💿 Album | Dhindora Season 2 |
| 🏷️ Label | Sony Music |
| 🎥 Director | Sneha Shetty Kohli |
| 🎭 Cast | Bhuvan Bam, Sanjeeda Shaikh, Kabir Duhan Singh, Kanwaljit Singh |
Main Singer Khaandani — Official Video
Main Singer Khaandani Lyrics
( Mujtaba Aziz Naza )
Love Ke Lesson Mein
Mere Daddy Last Aate They ,
Jab Kisike Lag Jaate They Toh Fast Aate They
Agar Zindagi Tu Pa Dha Saa Ni Hai
Hum Singer Khaandaani Hai
Main Singer
Main Singer
Main Singer Khaandani
Khandaani
Kisi Ne Meri Na Maani
Na Maani
Ghar Se Toh Main Khush Khush Nikla ,
End Ka Matter Phus Phus Nikla ,
Thande Padh Gaye Saare ,
Iraade Mere Toofani , Toofani…..
Main Singer Khandaani..
Khandani…..
Zindagi Kaat Di Ladte Jhagadte,
Humne Sambhala Hai ( Aji Sunti Ho ).
Humne Sambhala Hai Bante Bigadte,
Par Iss Picture Ka Main Shahrukh Aur Tu Rani
Tu Rani……
Main Singer Khaandani, Khandaani………
( Chorus )
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Aao Ishaq Wala Manjan Kare
Arey Aao Ishaq Wala Manjan Kare……
Chaudhary Banne Ka Mama Ko Shaukh Hai , ( O Sunle Titu ).
Haan Chaudhary Banne Ka Mama Ko Shaukh Hai
Ek Din Tere Ghode Laga Degi Mami
Yeh Mami
Main Singer Khandani, Khandaani..
Mummy Banegi Choti Si Muniya, Khilne Lagegi Humari Yeh Duniya .
Munna Karega Shararat , Hasengey Nana Nani, Nana Nani Main Singer
Khandaani ..khandani
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Aao Ishq Wala Manjan Kare
Arey Aao Ishaq Wala Manjan Kare ……
O Bhaiya Tujhe Paiso Ka Shaukh Hai ,
Sun Bhai Agar Paiso Ka Shaukh Hai Na
…raato Raat Hi Tujhko , Bana Dunga Ambani Ambani ….
Main Singer Khandaani ..Khandaani …
Aisa Hai Tumko Samjhana’ Bhais Ke Aage Jaise Been Bajana ,
Aisa Hai Tumko Samjhana Bhais Ke Aagey Jaise Been Bajana. Humko Pata Hai
Babu Sharam Tumhe Na Aani, Na Aani : Main Singer
Khandaani.khandaani……
( Waah Waah Dialogue )
Mooche Badi Karke Gunda Sa Ghoome , Chotey
Bade Tere Kadmo Ko Choome.,
Sun Oye Tujhse Keh Raha Hoon. Mooche Badi
Karke Gunda Sa Ghoome ,
Chotey Bade Tere Kadmo Ko
Choome Aa Karo Teri Khidmat ….. Lagake Tel Japani…japaniiii……. Main
Singer Khandaani.khandaani……
Bhaii Waaah ….
Chorus :
Pappu Ke Papa Hi
English Mein Hi Fi
Jab Inse Paise Maango Karte Hai
Bye Bye
Hum Dhol Dhaal Ko
Peet Paatke
Chedh Chaad Ke
Let Laat Ke
Gaane Kisko Sunaaye
Pappu Ke Papa Hi
English Mein Hi Fi
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Yeh Mann Kareke Manoranjan Kare
Aao Ishq Wala Manjan Kare
Arey Aao Ishq Wala Manjan Kare ……
Arey Gajab Hogaya …
Haayyyyyye
Main Singer Khaandani — FAQ
Q.Who sang Main Singer Khaandani?
Main Singer Khaandani is sung by Mujtaba Aziz Naza.
Q.Who wrote the lyrics of Main Singer Khaandani?
The lyrics of Main Singer Khaandani are written by Danish Sabri.
Q.Who composed the music of Main Singer Khaandani?
The music of Main Singer Khaandani is composed by Javed – Mohsin.
Q.Which album is Main Singer Khaandani from?
Main Singer Khaandani is from the album Dhindora Season 2.
Q.Which music label released Main Singer Khaandani?
Main Singer Khaandani is released under Sony Music.
Q.What language is Main Singer Khaandani?
Main Singer Khaandani is a Hindi song.
Q.Where can I read Main Singer Khaandani Lyrics?
You can read the full Main Singer Khaandani Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
