
Khul Kabhi Lyrics — “Khul Kabhi” is a soulful and melodic song that deepens the narrative of Haider. Arijit Singh’s heart-touching voice brings an emotional depth to this track that resonates deeply with listeners. The beautiful lyrics by Gulzar and the magical music by Vishal Bhardwaj make this song truly special. Read the full Khul Kabhi Lyrics below.
Song Details — Khul Kabhi
| 🎤 Singer | Arijit Singh |
| 🎵 Music | Vishal Bhardwaj |
| ✍️ Lyrics | Gulzar |
| 🎬 Movie | Haider |
| 🏷️ Label | Junglee Music |
| 🎭 Cast | Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon |
Khul Kabhi — Official Video
Khul Kabhi Lyrics
( Arijit Singh )
Khul Kabhi To, Khul Kabhi Kahin
Main Aasmaan, Tu Meri Zameen
Boond-boond Barsun Main
Paani-paani Khelun-khelun Aur Beh Jaaun
Geele-geele Hothon Ko Main
Baarishon Se Choomun-choomun
Aur Keh Jaaun
Tu.. Zameen Hai, Tu.. Meri Zameen
Khul Kabhi Toh, Khul Kabhi Kahin
Main Aasmaan, Tu Meri Zameen
Mmmm…
Lab Tere Yun Khule Jaise Harf Thhe
Honth Par Yun Ghule Jaise Barf Thhe
Aana Zara-zara Main Haule-haule
Saans-saans Senk Doon Tujhe
Lab Tere Yun Khule Jaise Harf Thhe
Honth Par Yun Ghule Jaise Barf Thhe
Tu Hi Tu Hai, Main Kahin Nahi
Hmm.. Khul Kabhi To, Khul Kabhi Kahin
Hmm.. Main Aasmaan, Tu Meri Zameen
Jhuk Ke Jab Jhumka Main Choom Raha Tha
Der Tak Gulmohar Jhoom Raha Tha
Jal Ke Main Sochta Tha:
Gulmohar Ki Aag Hi Mein Phenk Doon Tujhe
Jhuk Ke Jab Jhumka Main Choom Raha Tha
Der Tak Gulmohar Jhoom Raha Tha
Tu Meri Kasam, Tu Mera Yaqeen
Khul Kabhi Toh, Khul Kabhi Kahin
Main Aasmaan, Tu Meri Zameen
Boond Boond Barsun Main
Paani-paani Kehlun-khelun Aur Beh Jaaun
Mmm.. Geele-geele Honthon Ko Main
Baarishon Se Choomun-choomun
Aur Keh Jaaun..
Khul Kabhi — FAQ
Q.Who sang Khul Kabhi?
Khul Kabhi is sung by Arijit Singh.
Q.Who wrote the lyrics of Khul Kabhi?
The lyrics of Khul Kabhi are written by Gulzar.
Q.Who composed the music of Khul Kabhi?
The music of Khul Kabhi is composed by Vishal Bhardwaj.
Q.Which movie is Khul Kabhi from?
Khul Kabhi is from the Hindi film Haider.
Q.Which music label released Khul Kabhi?
Khul Kabhi is released under Junglee Music.
Q.What language is Khul Kabhi?
Khul Kabhi is a Hindi song.
Q.Where can I read Khul Kabhi Lyrics?
You can read the full Khul Kabhi Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
