Maaye Lyrics – B Praak | Sky Force | Tanishk Bagchi

Maaye Lyrics by B Praak from Sky Force

Maaye Lyrics — “Maaye” is a profoundly emotional and soul-stirring track from the movie ‘Sky Force’ that resonates deeply with the listener’s heart. B Praak’s signature soulful vocals bring a raw, poignant intensity to the song, perfectly capturing the essence of longing and love. With Manoj Muntashir’s evocative lyrics layered over Tanishk Bagchi’s beautiful composition, the track creates an immersive experience that stays with you long after it ends. Read the full Maaye Lyrics below.

Song Details — Maaye

🎤 SingerB Praak
🎵 MusicTanishk Bagchi
✍️ LyricsManoj Muntashir
🎬 MovieSky Force
🏷️ LabelSaregama Music
🎭 CastAkshay Kumar, Nimrat Kaur, Veer Pahariya, Sara Ali Khan

Maaye — Official Video

Maaye Lyrics

( B Praak )

Maaye

Teri Zameen Se Hum
Sar Utha Ke Chale
Humein Has Ke Vida Kar Maa

Laal Hain Hum Tere
Yaad Karna Humein
Dhol-taashe Baja Kar Maan

O Maaye Teri Mitti Bulaye To
Ye Duniya Chhod Ke Aa Jaayein
Tu Jo Aawaz Lagaye To
Tiranga Odh Ke Aa Jaayein

O Maaye Tere Kaam Nahin Aaye
To Phir Bekaar Jawani Hai
Bahayein Khoon Teri Khatir
Jitna Ganga Me Paani Hai Maa!

Agar Jaan Jaati Hai To Jaye
Jaye Re Maaye, Kabhi Teri Aan Na Jaaye Re
Jala Denge Apni Hum Chitayein
Tujhpe O Maaye, Kabhi Koi Aanch Na Aaye Re

Tu Mere Liye, Main Tere Liye
Tere Hi Rahe, Mare Ya Jiye
Tere Hi Naghme Gaaye Jaate-jaate Maaye Re

O Maaye Teri Mitti Bulaye To
Ye Duniya Chhod Ke Aa Jaayein
Tu Jo Aawaz Lagaye To
Tiranga Odh Ke Aa Jaayein

Zara Dheere-dheere Loriyaan Gaa
Jaise Teri God Me Aayi Hai Maa
Aayegi Aesi Meethi Si Neend Kahan

Kadmon Me Tere Hum Hue Hain Fana
Maye Teri Mehar Jo Humko Chuna
Hoti Hai Har Ik Wardi Shaheed Kahan

Maaye, Ye Duaa To Har Sipahi Rab Se Karta Hai
Jaise Hum Mare Hain Desh Par Yun Kaun Marta Hai Haye

Meri Khusnaseebi Hai Yeh Maaye,
Teri Galiyon Mein, Hawa Meri Raakh Udaaye Re
Jala Denge Apni Hum Chitayein
Tujhpe O Maaye, Kabhi Koi Aanch Na Aaye Re

Tu Mere Liye, Main Tere Liye
Tere Hi Rahe, Mare Ya Jiye
Tere Hi Naghme Gaaye Jaate-jaate Maaye Re

O Maaye Teri Mitti Bulaye To
Ye Duniya Chhod Ke Aa Jaayein
Tu Humein Aawaz Lagaye To
Tiranga Odh Ke Aa Jaayein

O Maaye Tere Kaam Nahin Aaye
To Phir Bekaar Jawani Hai
Bahayein Khoon Teri Khatir
Jitna Ganga Me Paani Hai!

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

Maaye — FAQ

Q.Who sang Maaye?

Maaye is sung by B Praak.

Q.Who wrote the lyrics of Maaye?

The lyrics of Maaye are written by Manoj Muntashir.

Q.Who composed the music of Maaye?

The music of Maaye is composed by Tanishk Bagchi.

Q.Which movie is Maaye from?

Maaye is from the Hindi film Sky Force.

Q.Which music label released Maaye?

Maaye is released under Saregama Music.

Q.What language is Maaye?

Maaye is a Hindi song.

Q.Where can I read Maaye Lyrics?

You can read the full Maaye Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Never Miss New Song Lyrics!

Fresh Hindi, Punjabi, Marathi and more lyrics—straight to your inbox.

No spam. Only new song lyrics. Unsubscribe anytime.
Follow Lyrixwala: Telegram · Facebook

🔥 TRENDING LYRICS

FOLLOW US

🎵 NEVER MISS NEW LYRICS!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo