Neendein Lyrics – Jeet Gannguli | Sonal Pradhaan

Neendein Lyrics

Singer: Sonal Pradhaan
Composer: Jeet Gannguli
Lyricist: Rashmi Virag
Programmer: Aditya Dev






Neendein Lyrics

Neendein aajkal khafa hai
Thoda humse
Raatein jaag ke gujari hai
Kasham se


Neendein aajkal khafa hai
Thoda humse
Raatein jaag ke gujari hai
Kasham se


Akela soye na mre
Takti raahein ye teri
Aao inme toh kabhi
Khwab banke


Dhadkan kabse hai ruki
Palkein dekho hai bujhi
Aao seene mein kabhi
Saans banke


Neendein aajkal khafa hai
Thoda humse


Tere bin raat din
Mushkil mein hai meri
Raatein, chahatein
Hai saath bas tere


Meri lahar chahe
Saahil tere
Sau baar aayengi
Ghar tak tere


Koshish yeh hazaar
Karti hai kasham se
Choo ke baar baar
Lauti hai udhar se


Ki lahre thakti na meri
Inhe toh aadat hai teri
Ki aao saagar mein mere
Pyash banke


Ki lahre thakti na meri
Inhe toh aadat hai teri
Ki aao saagar mein mere
Pyash banke

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

🔥 TRENDING LYRICS

FOLLOW US

🎵 NEVER MISS NEW LYRICS!

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo