
Pehli Baar Lyrics — “Pehli Baar” is a beautifully crafted romantic track that captures the pure and innocent essence of falling in love for the first time. Markio Tanaldo showcases his versatility as a singer and composer in this soulful piece, which stands out as a highlight of the “I-Popstar Hindi Vol.2” album. The heartfelt lyrics and soothing melody create a magical atmosphere that resonates with anyone who has ever experienced the charm of a new connection. Read the full Pehli Baar Lyrics below.
Song Details — Pehli Baar
| 🎤 Singer | Markio Tanaldo |
| 🎵 Music | Markio Tanaldo |
| ✍️ Lyrics | Markio Tanaldo |
| 💿 Album | I-Popstar Hindi Vol.2 |
| 🏷️ Label | Saregama Music |
Pehli Baar — Official Video
Pehli Baar Lyrics
( Markio Tanaldo )
Verse 1
Sabse Alag Si Woh
Mere Sapnon Mein Bas Gayi
Dil Pe Jo Chaah Gayi
Ab Hai Wahi
Keh Na Sakun Usse
Jo Bhi Kehne Ko Dil Mein Hai
Woh Aasnon Si Hai Meri
Kaise Jeeyun…
Pre-chorus
Woh Jaane Na, Woh Hai Mera Jahan
Uss Se Chale Saanson Ka Silsila
Main Dor Toh, Woh Hai Mera Sira
Uske Bina Adhura Main Raha
Chorus
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hoon Pyaar Mein, Kho Jaane Ko Taiyar
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hai Khud Se Zyada, Uspe Aitbaar
Verse 2
Yeh Ishq Ho Kamil Usse,
Ho Pehli Pehli Baarish Jaise,
Main Sunlu Jo Bina Kahe Vo Keh De
Pre-chorus 2
Yeh Chaahtein Bhi Hoti Kam Nahi
Woh Meri Hai, Hai Meri Zindagi
Hai Pyaar Yeh, Hai Pagalpan Yahi
Woh Na Mile, Marr Jaon Na Kahin
Chorus
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hoon Pyaar Mein, Kho Jaane Ko Taiyar
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hai Khud Se Zyada, Us Pe Aitabaar
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hoon Pyaar Mein, Kho Jaane Ko Taiyar
Ho Raha Hai Aisa Pehli Baar
Hai Khud Se Zyada, Us Pe Aitabaar
Outro
Kya Kabhi Kare, Woh Pyaar Ka Ikraar
Kya Kabhi Main, Kar Paunga Izhaar
Pehli Baar — FAQ
Q.Who sang Pehli Baar?
Pehli Baar is sung by Markio Tanaldo.
Q.Who wrote the lyrics of Pehli Baar?
The lyrics of Pehli Baar are written by Markio Tanaldo.
Q.Who composed the music of Pehli Baar?
The music of Pehli Baar is composed by Markio Tanaldo.
Q.Which album is Pehli Baar from?
Pehli Baar is from the album I-Popstar Hindi Vol.2.
Q.Which music label released Pehli Baar?
Pehli Baar is released under Saregama Music.
Q.What language is Pehli Baar?
Pehli Baar is a Hindi song.
Q.Where can I read Pehli Baar Lyrics?
You can read the full Pehli Baar Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










