
Phool Lyrics — “Phool” is a soul-stirring masterpiece by Talhah Yunus that beautifully captures the essence of the ‘Jadugar’ album. With Jokhay’s evocative production and Talhah’s signature melancholic yet soothing vocals, the track creates an immersive atmosphere of reflection and longing. The poignant lyrics weave a narrative of emotions that resonate deeply with anyone who has experienced the bittersweet nature of love. Read the full Phool Lyrics below.
Song Details — Phool
| 🎤 Singer | Talhah Yunus |
| 🎵 Music | Jokhay |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus |
| 💿 Album | Jadugar |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
Phool — Official Video
Phool Lyrics
( Talhah Yunus )
Woh Teri Yaadein, Mulaaqaatein, Teri Baahein, Aarzoo
Wohi Waaday, Kya Iraaday, Murjha Gaye Kya Woh Phool?
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Khafa Na Ho Yun
Dil Lut’tay Rehtay Raat-din, Gham Toh Be-hisaab Thay
Jao Na Door
Be-panaah Rukaawatein, Dil Se Detay Daawatein
Ae Dil-nasheen
Tujhay Bhool Paaun Na Main
Yeh Nazrein Teri
Phir Se Doob Jaaunga Main
Bacha Lo Mujhay, Laga Lo Galay
Sambhaalo Mujhay, Dabay Khwaabon Talay
Kyun Khaamosh Main Teri Aaghosh Mein?
Na Apni Fikar, Na Qadar Ho Mujhay
Aa Hosh Mein, Dukh Yehi Ke Dillagi Bari
Zindagi Mein Sab Se Na Bani
Bana Hi Nahi Teray Jaisa Koi
Log Milay Matlabi Sabhi
Teray Husn Ka Jaadu, Kiya Mujhay Qaabu
Dilon Mein Bhi Jhaankun, Lagun Kya Main Daaku?
Yeh Lafz Jaisay Chaaku, Har Rag Teri Kaatun
Hua Kya Be-qaabu?
Woh Teri Yaadein, Mulaaqaatein, Teri Baahein, Aarzoo
Wohi Waaday, Kya Iraaday, Murjha Gaye Kya Woh Phool?
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Khoya Rahun Teri Yaadon Mein, Waqt Ab Guzarta Hi Nahi
Rahein Teray Intezaar Mein, Kyun Tu Samajhta Hi Nahi?
Tu Hi Dard, Tu Hi Ilaaj Hai, Marnay Se Darta Bhi Nahi
Jaan, Tu Be-misaal Hai, Dil Tujh Se Bharta Hi Nahi
Bas Khauf-e-khuda Aur Yeh Shauq-e-wafa
Hain Aur Bhi Dukh Is Zamaanay Mein
Tujh Se Hoke Juda Main Ne Kya Kuch Saha
Kabhi Kuch Na Kaha, Sabhi Jaanay Dein
Na Nazar Se Nazar Mila Sakay
Woh Chah Ke Bhi Na Bhula Sakay
Door Hoke Bhi Sirf Dua Dein Ge
Sirf Ek Ishaaray Pe Duniya Jala Dein Ge
Kya Ab Sabr Bara Hai? Kya Saza Meri?
Ke Har Ek Din Bura Hai, Kya Khata Meri?
Ke Mera Dil Khula Hai
Beshak Aa Hi Ja Tu Kabhi Bin Bulaaye
Dastoor-e-be-rukhi, Qubool Hai Sabhi
Thay Raastay Kayi, Bhool Ho Gayi
Yeh Kaisi Be-khudi? Aa Poochh Toh Sahi
Shayari Bani, Mashhoor Ho Gayi
Dil Mein Basi Hui Hai Khushboo Teri
Yeh Kaisi Jaadugari?
Uljhay Rahay Teri Zulfon Mein Hi
Chura Le Tu Raaton Ki Neend
Woh Teri Yaadein, Mulaaqaatein, Teri Baahein, Aarzoo
Wohi Waaday, Kya Iraaday, Murjha Gaye Kya Woh Phool?
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Kad Le Gayi Rooh
Badli Na Tu
Phool — FAQ
Q.Who sang Phool?
Phool is sung by Talhah Yunus.
Q.Who wrote the lyrics of Phool?
The lyrics of Phool are written by Talhah Yunus.
Q.Who composed the music of Phool?
The music of Phool is composed by Jokhay.
Q.Which album is Phool from?
Phool is from the album Jadugar.
Q.Which music label released Phool?
Phool is released under Talhah Yunus.
Q.What language is Phool?
Phool is a Hindi song.
Q.Where can I read Phool Lyrics?
You can read the full Phool Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
