
Jadugar Lyrics — “Jadugar” is a soulful and evocative masterpiece that showcases the artistic brilliance of Talhah Yunus. With Jokhay’s atmospheric production, the track creates a mesmerizing soundscape that perfectly complements the raw emotions conveyed through the lyrics. Talhah’s distinct vocal delivery adds a layer of intimacy, making the song feel like a personal confession that resonates with listeners on a deeper level. As a standout track from the album ‘Jadugar’, it captures the essence of longing and musical storytelling flawlessly. Read the full Jadugar Lyrics below.
Song Details — Jadugar
| 🎤 Singer | Talhah Yunus |
| 🎵 Music | Jokhay |
| ✍️ Lyrics | Talhah Yunus |
| 💿 Album | Jadugar |
| 🏷️ Label | Talhah Yunus |
Jadugar — Official Video
Jadugar Lyrics
( Talhah Yunus )
Yeah
Yeah
Yeah
Yeah
Guess Who’s Back?
Rap Jungle, Main Raja
Mujhay Sunay Tera Baap, Tera Mamu, Tera Dada
Tera Chachu, Teri Baby, Uska Khaandaan Adha
Urdu Rap Ka Godfather, Kuch Kehtay Dada Ji
Imtehaan Kya? Yeh Zindagi, Dhyaan Se Dekh
Aa Dikhaaun Apni Pohonch, Aasmaan Pe Dekh
Dehshat Phaili Hui Sirf Khayaal Se Ek
Ty In The Building, Kharay Rongtay Dekh
Auqaat Mein Toh Aa, Muskuraahat Pe Na Ja
Meray Dhuay Pe Toh Ja, Raha Kirdaar Pe Na Ja
Only God Can Judge Me
Only God, Meray Shehar Pe Toh Ja Raha Kitaab Pe Na Ja
Kalaakaari Be-misaal, Gunehgaar Be-wajah
Dil-azaari Be-hisaab, Sirf Jaanta Khuda
Kya Talwaar Yeh Qalam, Koi Na Chalay Is Tarah
Jaisay Nahi Koi Talwaar Zulfiqar Ki Tarah
Gaariyon Ki Ab Qataar, Meray Saath Har Jagah
Uthay-baithay Sab Ke Saath, Kabhi Farq Nahi Kara
Haseen Khwaabon Ki Haqeeqat, Buray Khwaabon Se Lara
Har Ek Shehar Meray Jigri Aur Jigra Bara
Apna Style Aisa, Maangay Nahi Id
Vision Mera Nip Jaisa, Drip Poori Yg
Alag Meri Soch Aur Aaj Bhi Wahi Psyche
Zindagi Mein Sirf Mehnat Rang Laaye Gi
Ah
Haath Upar, Jo Gawah Karay Haath Upar
Haath Upar, Jaisay Kharay Hain Sharp Shooters
Haath Upar, Yahan Bandook Aur Chaaku Par
Lafzon Ka Jadugar, Roz Kahein Jaadu Kar
Haath Upar, Jo Gawah Karay Haath Upar
Haath Upar, Jaisay Kharay Hain Sharp Shooters
Haath Upar, Yahan Bandook Aur Chaaku Par
Lafzon Ka Jadugar, Roz Kahein Jaadu Kar
(Hahaha)
Yeah
Kiya Tha Apnon Se Waada
Jo Apnay Na Rahay, Woh Bhi Sunein Bila-naagha
Dubai Mein Bhi Flow Yeh Mississauga
Kiya Main Ne Kaam Poora, Jo Bhi Chhora Aadha
Make A Fendi Bag, Prada, Oh, You Classy, Huh?
Chanel, Dior, Why So Fancy, Huh?
I Can See Your Secrets, Love
Samajhdaar Samajh Jaatay, Nazrein Neechay Sab
Kya Elaan Karun Ab Ke Insaan Bano Sab?
Is Aawaaz Ka Yeh Darr Ya Is Naam Ka Asar
Kiya Grind, Khari Merc, Mera Gang Hai Alert
Ab Main Sign Karun Shirts, I’m A Diamond In Dirt
Zindagi Ek Safar, Rahun Flight Mode Par
Nahi Maangi Teri Raaye, Beta, Le Le Mor Kar
Har Ek Baat Rahay Yaad, Har Ek Line Quotable
Shaba, Pen Kaaghaz La, Chal Phir Order Note Kar
Do Ounce, Do Siroc, Barbecue, Henny Aur Heinekens
Jo Bhi Laana, Do Laana, Pawan Ke Liye Butter Chicken
Media Ki Maa Ki Aankh, Karna Chaahe Interrogate
Shohrat Aayi Bohat, Nahi Aayi Kabhi Arrogance
Rr Khari Baahar, Aaja Taaray Gintay Hain
I’m A Boss, Launde Aagay-peechhay Saath Ghoomtay
Sab Pata Hai Ke Yeh Log Aaj Kal Kya Dhoondtay
Chicago Se Log Aa Ke Mera Haath Choomtay
Haath Upar, Jo Gawah Karay Haath Upar
Haath Upar, Jaisay Kharay Hain Sharp Shooters
Haath Upar, Yahan Bandook Aur Chaaku Par
Lafzon Ka Jadugar, Roz Kahein Jaadu Kar
Haath Upar, Jo Gawah Karay Haath Upar
Haath Upar, Jaisay Kharay Hain Sharp Shooters
Haath Upar, Yahan Bandook Aur Chaaku Par
Lafzon Ka Jadugar, Roz Kahein Jaadu Kar
Jadugar — FAQ
Q.Who sang Jadugar?
Jadugar is sung by Talhah Yunus.
Q.Who wrote the lyrics of Jadugar?
The lyrics of Jadugar are written by Talhah Yunus.
Q.Who composed the music of Jadugar?
The music of Jadugar is composed by Jokhay.
Q.Which album is Jadugar from?
Jadugar is from the album Jadugar.
Q.Which music label released Jadugar?
Jadugar is released under Talhah Yunus.
Q.What language is Jadugar?
Jadugar is a Hindi song.
Q.Where can I read Jadugar Lyrics?
You can read the full Jadugar Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
