By God Lyrics – Talhah Yunus x JANI | Jadugar | Umair

By God Lyrics by Talhah Yunus x JANI

By God Lyrics — “By God” is a high-energy and bold track that showcases Talhah Yunus’s signature flow and lyrical prowess. With Umair’s sharp production, the song sets a compelling tone that perfectly complements the overall vibe of the ‘Jadugar’ album. The lyrics carry a sense of authenticity and raw confidence that makes the track stand out as a memorable piece of modern hip-hop. Read the full By God Lyrics below.

Song Details — By God

🎤 SingerTalhah Yunus, JANI
🎵 MusicUmair
✍️ LyricsTalhah Yunus, JANI
💿 AlbumJadugar
🏷️ LabelTalhah Yunus

By God — Official Video

By God Lyrics

( Talhah Yunus x JANI )

(Hmmm)
Yeah
Wafa Kam Nazar Aayi Bohat
Teri Aankhon Mein Gehraai Bohat
Har Ghar Mein Ab Tanhaai Bohat (Bohat)
Likhi In Haathon Ne Sachchai Bohat
Dil Ne Baatein Bhi Chhupaayi Bohat (Yeah)
Koi Nahi Teray Jaisa, By God
Martay Hain Aarzoo Mein Marnay Ki
Sharam Shayad Aa Hi Gayi, Abhi Tak Nahi Aayi Maut

Dhaai Sau, Listeners Thay Sirf Dhaai Sau
Ab Har Mulk, Har Ek Shehar Meray Bhai Log
Hype Bohat, Ab Saaray Karein Hype Bohat
Wahi Andhera Aur Tanhaai Jab Hon Lights Off
Lamhay Reh Gaye Hain Yaad, Safar Toh Guzar Gaya
Sohbatein Itni Kharaab, Waqt Bhi Bigar Gaya
Sar Pe Haath Jaisay Rab Ka, Ab Yeh Waqt Badal Diya
Jab Se Aadat Hui Teri, Khud-ba-khud Sudhar Gaya
Aa Jaati Khwaab Mein Tu, Aankh Jo Lagi
Dikhnay Mein Pari, Qalam Yeh Jaadu Ki Chhari
Sambhaali Har Tasveer, Muflis Ho Ke Bhi Ameer
Bin Teray Ab Mushkil Saans Lena Bhi
Kitnay Hain Mureed, Kitnay Shagird Niklay Neech
Kitnay Qarzdaar, Maarun Kya Munh Pe Raseed?
Boye Itnay Beej, Tabhi Dilon Ke Qareeb
Bachpan Se Hi Street, Urdu Aati Nahi Salees

Kabhi Socha Hi Nahi Tha Qala Is Qaabil Chalaye Gi Ghar Mera (Yessir)
Tujhay Dikhega Khud Mein Bhi Hunar Koi, Kabhi Khud Se Nazar Mila
Aaj Hausla Baantunga, Karam Toh Buray Hain, Us Pe Na Kar Gila
Bara Bhaag Ke Dekha Hai Paisay Ke Peechhay, Ab Mujhay Sabar Dila
Mujhay Khud Nahi Pata Tha Kya Hoon Main
Hum Ne Recordings Kari Audacity Par
Ab Audacity Itni Ke Out Of City Bajein Musalsal
Toh Uchhal Mat
Aur Jokhay Ne Bola Hai Meray Bina Kuch Nahi Mukammal
Toh Nahi Mukammal
Hum Laaye Nahi Gaye Huay Musallat
Kabhi Anaari Huay, Kabhi Hunarmand
Hum Ne Khuda Nahi Badla Aazmaish Mein
Tu Likhta Flex Bas, Main Likhta Life Pe
Shareh Ko Pata Hai Shohrat Tawaif Hai
Nikli Nahi Daarhi, Main Khara Tha Mic Pe
Super Tha Right Hand
Toota Hua Taar, Woh Tooti Hui Mic Stand
Kari Nahi Naukri, Nahi Tha Is Laayak Main
Laakhon Ura Diye, Crore’on Side Mein Ab

Abhi Saal Ke Teen Sau Painsath Din Mein
Saal Ke Teen Sau Chonsath Din Hoon Studio Mein (Hmm)
Seedha Aqeeq Se Heera Hai
Patthar Badal Gaye Meri In Anguthiyon Ke

Yeah
Main Aur Umair
Kabhi Bike Par Ghoomay Hain Double Mein
Abhi Civic Laraatay Hain Shahrah Pe (Yeah)
Jaisay Badal Toh Gaya Hai Rehen-sehen
Lekin Ghamandi Nahi Huay Zara Se
Nahi Hai Bhed-bhaav
Mujh Se Nahi Pooch, “Teri Banti Hai Kaun Se Talha Se?”
Aur Main Jehaadi Ho Gaya J Ki Tarah
Par Likhna Nahi Chhorunga Janaazay (No)
Aur Main Wohi Hoon Jisko Kuch Aata Nahi Tha
Ab Khaandaan Paal Raha Hoon Kama Ke
Main Ab Bura Nahi Maanta Baaton Ka
Bola Jo Hunar Ko Le Lunga Ana Pe
Parein Ge Chamaatay, Bajein Gi Seetiyaan
Kaanon Mein Sannaatay, Ghotein Ge Gala Yeh
Chalein Gi Zabaanain Nahi (No, No)

Nahi Bhoolay Kahan Se Aaye
Mushkilein Aur Mera Shauq
Wahi Qalam, Wahi Lahu, Wahin Hain Rog
Kuch Aisay Zakhm, Koi Marham Nahi Hai, Dost
Nahi Bhoolay Kahan Se Aaye
Mushkilein Aur Mera Shauq
Meri Jarr, Yeh Meray Log

(Rock-rock-rockstar!)
By God
By God
By God
By God
By God

Share
THE LYRIXWALA NEWSLETTER

Never miss new lyrics.

Fresh songs and favourite lyrics, straight to your inbox.

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

Confirm your email to finish signing up.

By God — FAQ

Q.Who sang By God?

By God is sung by Talhah Yunus,JANI.

Q.Who wrote the lyrics of By God?

The lyrics of By God are written by Talhah Yunus,JANI.

Q.Who composed the music of By God?

The music of By God is composed by Umair.

Q.Which album is By God from?

By God is from the album Jadugar.

Q.Which music label released By God?

By God is released under Talhah Yunus.

Q.What language is By God?

By God is a Hindi song.

Q.Where can I read By God Lyrics?

You can read the full By God Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Get the latest song lyrics delivered straight to your inbox.

lyrixwala.com
Logo