
Khayaal Lyrics — “Khayaal” is a soulful and heartfelt track by the multi-talented Bharat Chandak, who has penned, composed, and sung this beautiful song himself. Featured in the album I-Popstar Hindi Vol.2, this track beautifully captures the essence of lingering thoughts and deep emotions. Read the full Khayaal Lyrics below.
Song Details — Khayaal
| 🎤 Singer | Bharat Chandak |
| 🎵 Music | Bharat Chandak |
| ✍️ Lyrics | Bharat Chandak |
| 💿 Album | I-Popstar Hindi Vol.2 |
| 🏷️ Label | Saregama Music |
Khayaal — Official Video
Khayaal Lyrics
( Bharat Chandak )
Jo Bhi Hun, Tera Hi Hun
Dooja Jag Saara Ajnabi
Raaston Mein Kaante Hain
Bas Phool Banke Tu Khili
Bole Bin Samjhe Mujhe
Puri Karti Meri Kami
Jo Bhi Hai Tumse Hi Hai…
Galiyon Mein Ghume
Ye Nazar Tujhe Dhunde
Galiyon Mein Ghume
Ye Nazar Tujhe Dhunde
Dhunde Ye Tujhko, Na Dikhta Kisiko
Bas Mann Mein Tera Aashiyan
Sanam Sang Aa Mere, Aa Mere
Tu Mera Aasmaa
Udun Mein Yun Khayaalon Mein,
Khayaalon Mein
Basta Hai Tu Jahan
Sanam Sang Aa Mere, Aa Mere
Tu Mera Aasmaa
Udun Mein Yun Khayaalon Mein,
Khayaalon Mein
Basta Hai Tu Jahan
Dariya Ka Voh Kinaara
Teri Baanhon Ka Sahaara
Doobne Ki Chah Se Bacha Raha
Mera Bas Tu Nazaara
Chahe Tu Hai Ek Saaya
Dooja Na Deta Tujhsa Aasra
Banjar Lamhon Mein Rehna
Logon Ke Khanjar Sehna
Tune Hai Baanti Meri Saari Mushkile
Kam Nazar Se Jo Bhi Dikhta
Dhundla Ye Din Bhi Lagta
Chahun Bas Tu Meri Nazron Se Naa Hate
Galiyon Mein Ghume
Ye Nazar Tujhe Dhunde
Galiyon Mein Ghume
Mera Dil Tujhe Dhunde
Dhunde Ye Tujhko, Na Dikhta Kisiko
Bas Mann Mein Tera Aashiyan
Sanam Sang Aa Mere, Aa Mere
Tu Mera Aasmaa
Udun Mein Yun Khayaalon Mein,
Khayaalon Mein
Basta Hai Tu Jaha
Sanam Sang Aa Mere, Aa Mere
Tu Mera Aasmaa
Udun Mein Yun Khayaalon Mein,
Khayaalon Mein
Basta Hai Tu Jaha
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Khayaal — FAQ
Q.Who sang Khayaal?
Khayaal is sung by Bharat Chandak.
Q.Who wrote the lyrics of Khayaal?
The lyrics of Khayaal are written by Bharat Chandak.
Q.Who composed the music of Khayaal?
The music of Khayaal is composed by Bharat Chandak.
Q.Which album is Khayaal from?
Khayaal is from the album I-Popstar Hindi Vol.2.
Q.Which music label released Khayaal?
Khayaal is released under Saregama Music.
Q.What language is Khayaal?
Khayaal is a Hindi song.
Q.Where can I read Khayaal Lyrics?
You can read the full Khayaal Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










