
Teri Yaad Jab Aati Hai Lyrics — “Teri Yaad Jab Aati Hai” is a soulful and deeply emotional track by the legendary Lucky Ali, featured in the album “Kabhi Aisa Lagta Hai,” where his melodious voice perfectly captures the pain of longing and lost love. With heartfelt lyrics penned by Sameer, this song remains a timeless gem for every romantic soul. Read the full Teri Yaad Jab Aati Hai Lyrics below.
Song Details — Teri Yaad Jab Aati Hai
| 🎤 Singer | Lucky Ali |
| 🎵 Music | Lucky Ali |
| ✍️ Lyrics | Sameer |
| 💿 Album | Kabhi Aisa Lagta Hai |
| 🏷️ Label | T-series |
Teri Yaad Jab Aati Hai — Official Video
Teri Yaad Jab Aati Hai Lyrics
( Lucky Ali )
Teri Yaad Jab Aati Hai
Meri Aankh Bhar Jaati Hai
Hum To Bichhde U Mil Mil Ke
Khwab Tooten Hain Is Dil Ke
Yehi Gum Mujhe Sataayega
Phir Tu Laut Ke Na Aayega
Phir Bhi Tere Aane Ka Intezar Karta Hoon
Pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse Pyar Karta Hoon
Maine Vaada To Nibhaya Tha
Socha Kabhi Naa Sataya Tha
Phir Bhi Jaane Anjaane Mein Kahin
Tera Dil To Naa Dukhaya Tha
Kaisa Dastoor Hai Jaana
Sab Kuch Jaan Ke Hai Sab Sehna
Yaar Tujhpe Main Ye Jaan Nisaar Karta Hoon
Pyar Sirf Tumse, Pyar Sirf Tumse Pyar Karta Hoon
Sunle Sadaa…… (3)
Sunle….. Sunle …….sunle Sadaa……. Sunle….
Teri Sehmi Sehmi Baton Mein
Khoya Chand Mulaqaton Mein
Aaye Nazar Vo Saare Makaam
Tera Pata Yaad Hai Na Naam
Ye Dil Tujhe Na Bhulaayega
Kya Tu Phir Se Laut Aayega
Main To Khud Ko Bakaraar Baar Baar Karta Hoon
Pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse Yaar Karta Hoon
Pyar Sirf Tumse , Pyar Sirf Tumse
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Teri Yaad Jab Aati Hai — FAQ
Q.Who sang Teri Yaad Jab Aati Hai?
Teri Yaad Jab Aati Hai is sung by Lucky Ali.
Q.Who wrote the lyrics of Teri Yaad Jab Aati Hai?
The lyrics of Teri Yaad Jab Aati Hai are written by Sameer.
Q.Who composed the music of Teri Yaad Jab Aati Hai?
The music of Teri Yaad Jab Aati Hai is composed by Lucky Ali.
Q.Which album is Teri Yaad Jab Aati Hai from?
Teri Yaad Jab Aati Hai is from the album Kabhi Aisa Lagta Hai.
Q.Which music label released Teri Yaad Jab Aati Hai?
Teri Yaad Jab Aati Hai is released under T-series.
Q.What language is Teri Yaad Jab Aati Hai?
Teri Yaad Jab Aati Hai is a Hindi song.
Q.Where can I read Teri Yaad Jab Aati Hai Lyrics?
You can read the full Teri Yaad Jab Aati Hai Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










