
Taal Se Taal Mila Lyrics — “Taal Se Taal Mila” is one of the most iconic songs from the blockbuster movie Taal, beautifully sung by Alka Yagnik with soul-stirring music composed by A. R. Rahman. The heartfelt lyrics penned by Anand Bakshi capture the essence of two hearts finding their perfect rhythm together in love. Read the full Taal Se Taal Mila Lyrics below.
Song Details — Taal Se Taal Mila
| 🎤 Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| 🎵 Music | A. R. Rahman |
| ✍️ Lyrics | Anand Bakshi |
| 🎬 Movie | Taal |
| 🏷️ Label | Tips Official |
| 🎥 Director | Subhash Ghai |
| 🎭 Cast | Anil Kapoor, Akshaye Khanna, Aishwarya Rai |
Taal Se Taal Mila — Official Video
Taal Se Taal Mila Lyrics
( Alka Yagnik x Udit Narayan )
Dil Yeh Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve
Dil Yeh Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve
Jindari Behaal Hai, Surr Hai Na Taal Hai
Aaja Saawariya Aa Aa Aa Aa…
Taal Se Taal Mila, Ho Ooo… Taal Se Taal Mila
Dil Yeh Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve
Jindari Behaal Hai, Surr Hai Na Taal Hai
Aaja Saawariya Aa Aa Aa Aa…
Taal Se Taal Mila, Ooo… Taal Se Taal Mila
Saawan Ne Aaj Toh, Mujhko Bhigo Diya
Haye Meri Laaj Ne, Mujhko Dubo Diya…
Saawan Ne Aaj Toh, Mujhko Bhigo Diya
Haye Meri Laaj Ne, Mujhko Dubo Diya
Aisi Lagi Jhadi, Sochu Main Yeh Khadi
Kuch Maine Kho Diya, Kya Maine Kho Diya…
Chup Kyun Hai Bol Tu, Sang Mere Dol Tu
Meri Chaal Se Chaal Mila Aaa…
Taal Se Taal Mila, Ooo… Taal Se Taal Mila
Mana Anjaan Hai, Tu Mere Vaaste
Mana Anjaan Hoon, Main Tere Vaaste
Mana Anjaan Hai, Tu Mere Vaaste
Mana Anjaan Hoon, Main Tere Vaaste
Main Tujhko Jaan Loon, Tu Mujhko Jaan Le
Aa Dil Ke Paas Aaa…, Is Dil Ke Raaste…
Jo Tera Haal Hai, Woh Mera Haal Hai
Is Haal Se Haal Mila, Ooo…
Taal Se Taal Mila, Ho Ooo… Taal Se Taal Mila
Dil Yeh Bechain Ve, Raste Pe Nain Ve
Jindari Behaal Hai, Surr Hai Na Taal Hai
Aaja Saawariya Aa Aa Aa Aa…
Taal Se Taal Mila, Ho Ooo… Taal Se Taal Mila
Taal Se Taal Mila, Ho Ooo… Taal Se Taal Mila – (3)
🎵 Never Miss New Lyrics!
Subscribe to get latest song lyrics directly in your inbox.
Taal Se Taal Mila — FAQ
Q.Who sang Taal Se Taal Mila?
Taal Se Taal Mila is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan.
Q.Who wrote the lyrics of Taal Se Taal Mila?
The lyrics of Taal Se Taal Mila are written by Anand Bakshi.
Q.Who composed the music of Taal Se Taal Mila?
The music of Taal Se Taal Mila is composed by A. R. Rahman.
Q.Which movie is Taal Se Taal Mila from?
Taal Se Taal Mila is from the Hindi film Taal.
Q.Which music label released Taal Se Taal Mila?
Taal Se Taal Mila is released under Tips Official.
Q.What language is Taal Se Taal Mila?
Taal Se Taal Mila is a Hindi song.
Q.Where can I read Taal Se Taal Mila Lyrics?
You can read the full Taal Se Taal Mila Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏










