Gaya Kaam Se Lyrics – Armaan Malik | Hindi Song

Gaya Kaam Se Lyrics by Armaan Malik

Gaya Kaam Se Lyrics — "Gaya Kaam Se" by Armaan Malik is a soulful track that beautifully captures the feeling of being completely lost in love and forgetting everything else around you. With Bhrigu Parashar's heartfelt lyrics and music, this song strikes a deep emotional chord with listeners. Read the full Gaya Kaam Se Lyrics below.

Song Details — Gaya Kaam Se

🎤 SingerArmaan Malik
🎵 MusicBhrigu Parashar
✍️ LyricsBhrigu Parashar, Armaan Malik
🏷️ LabelArmaan Malik

Gaya Kaam Se — Official Video

Gaya Kaam Se Lyrics

( Armaan Malik )

Ek Hi Baar Dekh Ke
Aakhon Mein Tu Chha Gaya
Thodi Hi Der Mein Kahin
Mujhe Chain Sa Aa Gaya

Dil Aa Gaya Toh Dil Lagaana
Ishq Hua, Toh Aazmaana
Koi Wajaah Koi Bahaana
Bhi Zaroori Hai Kya?

Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchaan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se

Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchaan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se

Mann Chala Manchala
Idhar Udhar Kidhar Kya Bataaun
Dhoondhti Besabar Nazar
Asar Tera Kya Bataaun

Baat Bani Toh Baat Badhaana
Pyaar Hua Toh, Pyaar Jataana
Koi Wajaah Koi Bahaana
Bhi Zaroori Hai Kya?

Kya Hoga Intezaar Se
Iss Dil Ke Armaan Se
Na Kal Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se

Na Lena Dena Naam Se
Na Jaan Pehchaan Se
Na Ghar Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se

Shuru Ho Muskaan Se
Khatam Meri Jaan Pe
Na Din Ka Pata Bas Itna Pata
Ke Main Toh Gaya Kaam Se

Gaya Kaam Se — FAQ

Q.Who sang Gaya Kaam Se?

Gaya Kaam Se is sung by Armaan Malik.

Q.Who wrote the lyrics of Gaya Kaam Se?

The lyrics of Gaya Kaam Se are written by Bhrigu Parashar,Armaan Malik.

Q.Who composed the music of Gaya Kaam Se?

The music of Gaya Kaam Se is composed by Bhrigu Parashar.

Q.Where can I read Gaya Kaam Se Lyrics?

You can read the full Gaya Kaam Se Lyrics at Lyrixwala.com.

If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏

Previous Post Next Post
🎵 🎶 Never Miss a New Song Lyrics — Join Now!
✈ Telegram 👍 Facebook