Falsafa Lyrics — Dflacko's "Falsafa" from Hustle 5 Apna Homeground is a powerful track that dives deep into the philosophy of life and the hustle that comes with chasing your dreams. Backed by Aditya Pushkarna's soulful music production, this song hits different with its raw and honest storytelling. Read the full Falsafa Lyrics below.
Song Details — Falsafa
| 🎤 Singer | Dflacko |
| 🎵 Music | Aditya Pushkarna |
| ✍️ Lyrics | Dflacko |
| 💿 Album | Hustle 5 Apna Homeground |
| 🎭 Cast | 2rraawww |
Falsafa — Official Video
Falsafa Lyrics
( Dflacko )
Giley Shikwe Mere Zindagi Se Bahot Hain
Jeeya Jeewan Afsurdagi Se Khauf Mein
Nazrein Milane Ko Baap Se Main Darrta Tha
Mujhko Na Woh Tok Dein Toh Ghar Ruk Jata Dost Ke
Main Seena Thok Ke Na Chal Saka Kabhi
Jawaab Mujh Par Thay Sawaal Kal Pe Tha Abhi
Khwaabon Mein Dhun Kehkasha Lagi
Kaafi Maat Khaai Tab Jaake Sheh Pata Lagi
Toh Phir
Maanga Mene Ghar Par Bas Ek Saal
Door Hua Mashooqa Se Jo Karti Meri Dekh Bhaal
Gaane Roz Gungunata Tha Goat Banna Chahta Tha
Kaise Chal Deta Main Bhed Chaal
Mere Ghar Pe Nahi Samajh Aata Rap-vap
Metro Mein Likhe Gaane Ab De Rahe Hain Fat Stack
Dwarka Se Noida Duty Karke Bag Pack
Verses Gaate Gaate Mujhe Aa Rahe Hain Mujhe Flashback
Ghar Wale Kehte Bigad Jayega Samjha Kar
Waqt Tera Nikal Jayega Samjha Kar
Maanga Maine Ek Saal Unhein Samjha Kar
Waqt Aisa Aana Chhota Lage Ghantaghar…chhod
Yeh Kaise Modd Pe Khada Hoon
Haathon Mein Sab Par Usey Chhod Ke Khada Hoon
Kayi Dil Todd Ke Khada Hoon
Sannata Mere Andar Par Main Shor Mein Khada Hoon
Toh Phir
Kandha Bhaari Mera Shuru Silsila
Ghar Se Nikla Karke Kaafi Iltija
Chheen Nahi Sakta Jo Bhi Qismat Mein Likha
Mere Jeewan Ka Eklauta Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Jab Se Shuru Kara Hai Wazan Mera Aadha Hua
Baap Bole Proud Of You Mera Khud Se Waada Hua
Neend Ka Karz Hai Meri Inn Aankhon Ke Neeche
Chukta Karne Ke Liye Main Kitni Raatein Jaaga Hua
Chubhi Sui Toh Main Dhaaga Hua
Apnon Ke Saath Hoon Ghairon Ka Haath Baandha Hua
Duniya Sajawati Ho Gayi Main Saada Hua
Main Bas Raja Bann Jaaun Isliye Baap Mera Pyaada Hua
Mujhe Aisi Baatein Karna Nahi Pasand
Aage Badhna Pasand Hai Kabhi Ladna Nahi Pasand
Papa Dabey Taaki Aa Paaye Bas Rakam
Beta Jeeye Buland
Mitay Khaandani Zakham
Main Toh Chaahta Mujhe Log Bole Silver Spoon
Muskuraye Baap Mera Badhe 2-2 Litre Khoon
Kya Tareef Karoon Aadmi Hain Aise
Kaanpe Har Raat Mere Liye Laaye Heater Dhoond
Mann Mein Bahot Kuch Unke Muh Par Nahi Keh Sakta
Mujhpe Karlo Doubt Lekin Unke Oopar Seh Nahi Sakta
Paseene Se Bheegi Shirt Sukhake Pehni
Unka Kaise Banun Woh Ladka Jo Kapde Apne Taeh Nahi Karta
Tumhe Baatein Shaayad Cringe Lagti Ho
Papa Ka Sapna Tha Didi Unhein Pinch Kar Diyo
Ab Ek Cheez Make Sure Karke Maanunga
Chhappan Inchi Chhaati Tv Screen Lagti Ho
Kandha Bhaari Mera Shuru Silsila
Ghar Se Nikla Karke Kaafi Iltija
Chheen Nahi Sakta Jo Bhi Qismat Mein Likha
Mere Jeewan Ka Eklauta Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Yeh Falsafa Yeh
Yeh Falsafa
Falsafa — FAQ
Q.Who sang Falsafa?
Falsafa is sung by Dflacko.
Q.Who wrote the lyrics of Falsafa?
The lyrics of Falsafa are written by Dflacko.
Q.Who composed the music of Falsafa?
The music of Falsafa is composed by Aditya Pushkarna.
Q.Which album is Falsafa from?
Falsafa is from the album Hustle 5 Apna Homeground.
Q.What language is Falsafa?
Falsafa is a Hindi song.
Q.Where can I read Falsafa Lyrics?
You can read the full Falsafa Lyrics in Hindi and English at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏