Kya Kamaal Hai Lyrics — This song is sung by Diljit Dosanjh. Lyrics are written by Irshad Kamil and music is composed by A.R. Rahman.
Song Details
| 🎤 Singer | Diljit Dosanjh |
| 🎵 Music | A.R. Rahman |
| ✍️ Lyrics | Irshad Kamil |
| 🎬 Movie | Main Vaapas Aaunga |
| 🏷️ Label | Tips |
| 🎥 Director | Imtiaz Ali |
Official Video
Kya Kamaal Hai Lyrics
( Diljit Dosanjh )
Ye chehre mahke hain o ya
Ye nagme bikhre hain o ya
Dilfareb si hai raunak-e-jahan
Dilfareb hai ye saari chahat-e-jahan
Na koi khafa na bewafa hai yahan
Na koi juda na gumshuda hai yahan
Kya kamaal hai kya kamaal hai
Na musibatein na malaal hai
Saara jag ye lagta dukh se khaali
Ranga li khushiyon mein khushhaali
Saare sadme rehte apni had mein
Ye kad mein chhote phoolon se bhi chhote
Dukhon wale sikke khote
Chhote phoolon se bhi chhote
Sikke dukhon ke sabhi ke khote
Na chalte the na chalte hain yahan
Na koi vaham na beraham hai yahan
Na koi zulm na hi zakhm hai yahan
Kya kamaal hai kya kamaal hai
Na shikayatein na sawaal hai
Yaara sun le o yaara
Jhagdon ka maara bewajah
Saara jalta jahan ye
Tera mera hai mil ke bacha lein ise
Na sharafaton ka zawaal hai
Na mohabbaton ka akaal hai
Kya kamaal hai kya kamaal hai
Kya kamaal hai kya kamaal hai
Kya Kamaal Hai — FAQ
Q.Who sang Kya Kamaal Hai?
Kya Kamaal Hai is sung by Diljit Dosanjh.
Q.Who wrote the lyrics of Kya Kamaal Hai?
The lyrics of Kya Kamaal Hai are written by Irshad Kamil.
Q.Who composed the music of Kya Kamaal Hai?
The music of Kya Kamaal Hai is composed by A.R. Rahman.
Q.Where can I read Kya Kamaal Hai Lyrics?
You can read the full Kya Kamaal Hai Lyrics at Lyrixwala.com.
If you find any mistake in lyrics, please Contact Us. 🙏
Post a Comment
if you have any Lyrics issue. Please Let me Know