Naa Samajh Lyrics – Akki Singh

Song: Naa Samajh
Singer: Akki Singh, Annsh Shekhawat
Music: Kunaal-Rangon
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music Label: Indie Music Label




Naa Samajh Lyrics – Akki Singh

Kar ke mujhe begana
Tu kis taraf le chala hai
Auron se kar ke wafayein
Kisko sukoon mila hai (x2)

Ik dafa phir soch le
Yeh mohabbat hai dekh le
Yahan se jo bhi hai ghuzra
Woh phir nahi aana

Naa samajh dil yeh na maana
Na samajh dil yeh na maana
Phir chala kar ke bahana
Na samajh dil yeh na maana

Naa samajh dil yeh na maana
Na samajh dil yeh na maana
Dhoondhe bas gham ka bahana
Na samajh dil yeh na maana

Faasle, milon ke faasle
Lagte kareeb hain door se
Raaste hai sirf raaste
Hoti yahan nahi manzilein (x2)

Na ishq ka harzana
Saansein chuka payengi
Aankhon se hath chhuda ke
Neendein chali jayengi

Teri marzi hai jo kare
Jeena chaahe ya phir mare
Mera tha kaam dil mere
Yeh tujhko samjhana

Na samajh dil yeh na maana
Naa samajh dil yeh na maana
Phir chala karke bahana
Na samajh dil yeh na maana

Naa samajh dil yeh na maana
Na samajh dil yeh na maana
Dhoondhe bas gham ka bahana
Na samajh dil yeh na maana

0/Post a Comment/Comments

if you have any Lyrics issue. Please Let me Know

Previous Post Next Post